Khata Mere Khameer Main Hain

Ibn-e Aadam Hon Khata Mere Khameer Main Hain
Insaan Hon, Farishton Se Tu Nisbat Nahi Mujh Ko
Ab Taptay Hoye Sehraa Main

Ab Taptay Hoye Sehraa Main Laho Kon Bahaye
Hamar Muhabbat Ho Gayi Kamal Wird-e Wafa Karte
Tere Siwa Mere Aur Bhi

Tere Siwa Mere Aur Bhi Kahin Gham Hain
Ik Tera Roth Jana Waja Alalat Nahi Mujh Ko
Bas Ik Terei Gali Ka Ho Ke Rah Jaon
Ab Apnay Kamon Se Itni Bhi Faraghat Nahi Mujh Ko
Aadat Nahi Mujh Ko

Ab Ke Khud Se Bhi Roth Jaane Ki Aadat Nahi Mujh Ko
Tere Siwa Kisi Aur Ki Aadat Nahi Mujh Ko
Rafta Rafta Yeh Hunar Bhi Sekh Jaon Ga
Abhi Rotho Ko Manane Ki Aadat Nahi Mujh Ko
Sar Fakhar Se Utha Ke Chalo

Khuda Karay Wo Din Bhi Mayasar Ho Jis Din Main Keh Sakoon
Baba! Aaj Tum Sar Fakhar Se Utha Kar Chalo
Insan Buray Hote Hain
Alfaaz Kahan Insan Buray Hote Hain
Lafzon Se Tu Bas Jazbaat Juray Hote Hain