Wo Jo Haal-e Zaman Dekh Kar

Wo Jo Haal-e Zaman Dekh Kar Cheekhti Thi Roti Thi
Main Ne Khud Wo Gonjti Aawaz Hai Sula Dali
Yazeed Ki Hasrat Khak Main Mila Dali

Qudart Ne Yazeed Ki Hasrat Khak Main Mila Dali
Shimar Ke Waar Se Husain Ko Amrat Pila Dali
Ye Zindagi Bhi Ajab Rang

Ye Zindagi Bhi Ajab Rang Dikha Deti Hai
Kabi Falak Tu Kabhi Zameen Par Gira Deti Hai
Raas Un Ki Ye Chahat Nahi Mujh Ko

Wo Raste, Un Se Ulfat, Wo Dar Chor Dete Hain
Keh Khurd Raas Un Ki Ye Chahat Nahi Mujh Ko
Hasratein Chor Aya Hun

Hasratein Chor Aya Hun, Woh Rishtay Chor Aya Hun
Ab Khud Se Aage Koi Bhi Hasrat Nahi Mujh Ko
Kis Baat Ka Gila Karun Aakhir

Auron Se Kis Baat Ka Gila Karun Aakhir
Keh Muyasir Khud Ki Bhi Nahi Suhbat Mujh Ko
Meri Zeesat Ko Nikharne Ka

Meri Zeesat Ko Nikharne Ka Tu Sama’n Ban Ja
Meri Aankhon Se Utar Ja, Nam-e Mazgaan Ban Ja
Safha-e Hasti Pey Likha Lafaz

Safha-e Hasti Pey Likha Lafaz An Mit Ban Ja
Srisht-e Muhammad (PBUH) Khud Main Samo Ley Jawadaan Ban Ja