Yateem

Maa ki dua nahi baap ki shafqat ka saya nahi
Mere muqaddar mein maa baap ka pyar to aaya nahi
Mere haal se kisi ko hai nah koi bhi vaastaa
Mujhe to muddaton se kisi ney beta ke kar bulaya nahi Continue reading “Yateem”
Tumhain panay ke baad

Mil gaya sab kuch jahan mein tumhain panay ke baad
Kya, kuch aur baqi hai sochta hon tumhain panay ke baad
Yeh kis neki ka sila hai, rab ki ataa hai mujh par
Ke likh diya meri qismat mein tumhe bananay ke baad Continue reading “Tumhain panay ke baad”
Aey maan teri azmat ko salam

Tanqeed mein kabhi bigra hoya, to kabhi nakara kaha gaya mujhe
Maa bas ik tairay pyar ka sahara sanwaar gaya mujhe
Maa ke ahsaan hain kitney mujh par bayan kaisay karoon
Is ko dekhnay hi se sawab hajj nawaza gaya mujhe Continue reading “Aey maan teri azmat ko salam”