Usay khabar nahi shayad

Usay khabar nahi shayad, koi ja ke bataye us ko
Mere sene main wo dharkan ki tarah rehta hai
Mujh pay itnay sitam kya na karo

Mujh pay itnay sitam kya na karo
Ae zindagi mujhe ruswa na karo
Haqeeqat khulay gi kabhi na kabhi to
Khilaaf mere abhi koi faisla na karo Continue reading “Mujh pay itnay sitam kya na karo”
Farq Kya parta hai

Sath chore jane se
Dil ko toar jane se
Farq hi kya parta hai
Itna hi to hota hai Continue reading “Farq Kya parta hai”