Mujh pay itnay sitam kya na karo

urdu ghazal

Mujh pay itnay sitam kya na karo
Ae zindagi mujhe ruswa na karo

Haqeeqat khulay gi kabhi na kabhi to
Khilaaf mere abhi koi faisla na karo

To ne dekha nahi zindaan mohabbat ka maza
Khud gunehgaar kehta hai mujhe raha na karo

Dosti kar li is ne zakhamo se
So is ke zakhamo ki dawa na karo

Subscribe
Notify of
guest
0 Comments
Inline Feedbacks
View all comments