Ik Ghazal Mir Ki

Ik Ghazal Mir Ki Parhta Hai Parosi Mera
Ik Nami Si Meri Dewar Mai Aa Jaati Hai
Manta hoin tumhay kuch aur bi loog chahte hain
Sun!Juo hir kisi ko mil jayBhot aam see cheez hoti hai
Submitted By: AmyRao
Dil Ko Cho Jati Hai Yun Raat Ki Awaz Kabi Zaid
Chonk Uthti Ho Khain Tu Ne Pukara Hi Na Ho
Mir Un Neem Baz Aankhon Main
Sari Masti Shrab Ki Si Hai
Daikh Tu Dil Ke Jaan Se Uthta Hai
Ye Dhuan Kahan Se Uthta Hai
Bazm Khud Lab-e Mehbob Par Sawal Hai Kia
Jahan Me Koi Mere Husn Ki Misal Hai Kia
Banane Wala Khuda Daad Dene Wala Main
Bta Ke Husn Me Tere Tera Kamal Hai Kia
Phir Jogi G Beedar Hoye Is Chair Ne Itna Kam Kia
Phir Ishq Ke Is Matwale Ne Ye Wahdat Ka Ik Jam Diya
Wan Pareem Ka Sagar Chalta Hai Chal Dil Ki Pyas Bujna Jogi
Wan Dil Ka Ghuncha Khilta Hai Ga Galiyon Main Mohin Milta Hai
Wo Aaye Bazm Main Itna Tu Mir Ne Dekha
Phir Is Ke Bad Chiraghon Main Roshni Na Rahi
By: Mir Taqi Mir