2205 poems
Yeh maaen jo hoti hain Bohat dil ke paas hoti hainPyar aur mohabbat mein be misaal hoti hain Chout jo lagey aulaad ko
Din ke dahlty hi ujar jaati hai aankhein aesy Jis tarah sham ko bazar kisi gaon main
Mein Ne Kal Shab Chahatoon Ki Sab Kitaaben Phaar Den Sirf Ik Kaghaz Pay Likha Lafz Maa Rehne Diya
Chalti Phirti Hui Aankhon Se Azan Dekhi Hai Mein Ne Jannat Tu Nahi Dekhi Hai Maa Dekhi Hai
Bohat jee chahta hai cheekhon aur chlaon mein Magar dimagh kehta hai had mein reh jaoon meinSochta hon kisi din keh dun usay dil ki baat Par zabaan kehti hai chup reh jaoon mein
Sath chore jane se Dil ko toar jane seFarq hi kya parta hai Itna hi to hota hai
Aik hi geet lab pay subah o shaam hai Aur is geet mein bas tra naam haiIs mein zarra barabar sadaqat nahi Be wafaon ka mujh pay jo ilzaam hai
Kuch aesy kaam ab kar jaon ga main dil ki rahon se utar jaon ga mainmeri ta'amer main saraf hoye hain zarrat chona mat mujhy bikhar jaon ga main
Sukhn hai kesa kesa, qalam-kar hain kese kese Jis ka dard hai jesa alfaaz hain wese wese
Dil Ik zakhmi parinda haiJis ke baazu Thakan aur be basi seShal ho chukay hain Jahan bhar ke dukhon kaBhoj sambhaly Bohat halkan, be had pareshan
Jahan mazloom hain to kai jabar hain Shehr-e khamoshan main sab brabar hain
Tere pass jo mujh ko aana para hai Mujy raasty main zamana para hai
Aik zamany baad Faraz ye shair kahy main ne Ik mudat se milay nahi hain yaar mera aur main
Khuda jane kyun Teri yaad bohat bemaar thi guzashta raatSaari raat uss ke maathey par Thanday pani ki patti rakh kar
Ik Saal Gya Ik Saal Naya Hai Aane Ko Par Waqt Ka Ab Bhi Hosh Nahi Dewane Ko
Tum Mere Liye Itne Pareshan Se Kyun Ho Mein Dob Bhi Jata Tu Kahin Aur Ubarhta
Aisa hai ke sab khawab musalsal nahi hotay Jo aaj to hotay hain magar kal nahi hotayAndar ki fizaon ke krshme bhi ajab hain Meen toot ke barsay bhi to baadal nahi hotay
Teri Yaad Ki Barf Bari Ka Mosam Sulagta Rha Dil K Andar Akele Irada Tha Ji Lo Ga Tuj Se Bichar Kar Guzrta Nahi Aik December Akele
Jaate Hoye Kehte Ho Qayamat Ko Milen Gey Kya Khob Qayamt Ka Hai Goya Koi Din Aur
Roz Taaron Ko Numaish Mein Khalal Parta Hai Chand Pagal Hai Andheray Mein Nikal Parta HaAik Dewana Musafir Hai Meri Aankhon Mein Waqt Be Waqt Thehrta Hai Chal Parta Hai
Showing 428 of 2193