2205 poems
Kisi Ko Dekhon Tu Mathe Pe Mah-o Sal Milain Khain Bikharti Hui Dhol Mai Sawal MilainAao Kuch Dair December Ki Dhop Mai Bethain Ye Furstain Hmain Shayad Na Aglay Sal Mlain
Palkain Utha Kar Palkain Jukaya Na Kro Baat Ko Yunhi Tum Uljaya Na KroZakhm Badal Jate Hain Nasoor Ki Soorat Dard Zara Sa Bi Ho Chupaya Na Kro
Kia Zoq Hai Kia Shoq Hai So Martba Dekhon Phir Bi Ye Khon Jalwa Jana Nahi DekhaKia Pojte Ho Kon Hai Ye? Kis Ki Hai Shuhrat Kia Tum Ne Kabi Dagh Ka Dewan Nahi Dekha
I know the colorful earth is mine But I am fully unfit for it There is moon glow, sun shine Noting is fine what’s looks fine
Jo Kisi Ke Rah Mai Rore Atkate Hain Haqeqat Main Wo Un Ko Chalna Sikhate HainKuch Wo Hain Jo Mai Pene Ko Taraste Hain Kuch Wo Hain Jinhain Saqi Khud Pilate Hain
Nazr Fareb-e Qaza Kha Gai Tu Kia Ho Gya Hayat Mot Se Takra Gai Tu Kia Ho GyaNai Sehr Ke Bahut Log Muntazir Hain Magar Nai Sehr Bi Kujla Gai Tu Kia Ho Gya
Main Kese Sard Hathon Se Tumhary Gaal Choota Tha December Main Tumhen Meri Sharat Yaad Aye Gi
Ye Dais Hai Andhay Logo Ka Ae Chand Yahan Na Nikla Kar
Muztrab Rakhta Hai Mera Dil-e Betab Muje Aen Hasti Hai Tarap Sorat Semab MujeMoj Hai Naam Mera Behr Ha Payab Muje Ho Na Zanjer Kabi Halqa-e Gardab Muje
Hmain Tu Kab Se Pta Hai K Tu Bewafa Hai Mohsin Tuje Chaha Is Liye Shayad Teri Fitrat Badal Jaye
Ye Barish Ye Sard Hawa Ye Hijr Ka Aalm Ghuman Hota Hai Is Bar December Mar Hi Dale Ga
Kehta Tha Ke Tu Na Mila Tu Mar Jaon Ga Mohsin Wo Aaj Bi Zinda Hai Yehi Baat Kisi Aur Ko Kehne Ke Liye
Ham Rahe Par Nahi Rahe Abad Yaad K Ghar Nahi Rahe AbadKitni Aankhein Hui Hlak Nazr Kitne Manzar Nahi Rahe Abad
Farz Karo Ham Ahle Wafa Hon Farz Karo Dewane Hon Farz Karo Ye Dono Batain Jhoti Hon Afsane HonFarz Karo Ye Ji Ki Bpta, Ji Se Jor Sunai Ho Farz Karo Abi Aur Ho Itni, Adhi Ham Ne Chupai Ho
Baad Mudat Usay Dekha Logo Wo Zara Bi Nahi Badla LogoKhush Na Tha Muj Se Bichar Kar Wo Bi Us Ke Chehray Par Likha Tha Logo
Alone and in tears I think of the past Remember the sadness that all i have left.Being with you went away too fast. In tears and on the floor again I am alone.
Dua Tu Dil Se Mangi Jati Hai Zuban Se Nahi Qabol Tu Us Ki Hoti Hai, Jis Ki Zuban Nahi Hoti
Tera Pehlu Tere Dil K Tarah Abad Rahe Tuj Pe Guzre Na Qayamt Shab-e Tanhai Ki
Charday Suraj Dhalday Waikhay Bhuje Deway Balde WaikhayHeray Da Koi Mal Na Taray Khotay Sikay Chalday Waikhay
Muje Ajazi Mai Wo Maza Mila K Jo Ghuror Tha Wo Nikal GyaTere Karam K Aesi Hawa Chali Ke Mai Girte Girte Sambhal Gya
Showing 1988 of 2193