2205 poems
Yeh Sohana Mousam Ashiqee Aur Tumhari Aankh kay SAWAL? Routhoo Mat Jaanan ,Hum Hir Jawab Jantey hain
Nazar Nazar Ka Farq Hota Hai Husn Ka Nahi Iqbal Mehbob Jis Ka Bi Ho Jesa Bi Ho Be Mesal Hota Hai
Aj Tanhai Kisi HamDam Derain Ki Tarah Karne Ayi Hai Mri Saqi Giri Sham DhaleMuntazir Bethe Hai Ham Dono Ke Mahtab Ubhray Aur Tra Aks Jalakne Lagy Har Saye Tale
Tay Ho Gya Hai Masla Jab Intisab Ka Ab Ye Bi Koi Kam Hai Likhna Kitab KaKhaya Hai Sair Ho Ke Khayali Pakao Aj Pani Phir Is Ke Baad Pya Hai Srab Ka
Main Na Kehta Tha Musawar K Wo Hai Shula Azar Dekh Tu Safah Qartas Pe Tasweer Na Khench
Pind Ke Bohar Thale Ham Ishq Laraya karte Thay Wo Panday Dhone Aati Thi Ham Maj Nhwya Karte ThayWo Har Kam Main Agay Thi Ham Har Kaam Main Phari Thay Wo Sabaq Mqa Ke Bai Jati Ham Pencil Garhia Karte Thay
I can’t let you go, you’r stuck in my heart I’ll follow you, where ever you want meYou were always there, from the very start When I’m with you, I can finally see
Jub Bhi Koye Sard Hawa Ka Jhonka Mary Chehry Say Takrta Ha Tera Ahaay Bhar Bhar Kr Sasknaa Mry Dil Ko Mehsoos Hota Ha
Ye Moj-e Nafs Kya Hai Talwar Hai Khudi Kia Hai, Talwar Ki Dhar Hai
Koi Gila Koi Shikwa Na Rahe Aap Se Ye Aarzo Hai Ik Silsla Bna Rahe Aape Se Bas Ik Baat Ki Umeed Hai Aap Se Dil Se Door Na Karna Agar Door Bi Rhain Ap Se
We sometimes get so busy That we may not make a fussAbout the ones we care for And who mean so much to us
Jab Koi Kali Sehan-e Gulistan Mai Khali Hai Shabnam Meri Aankhon Main Whain Tair Gayi HaiJis Ki Sare Iflak Bari Dhom Machi Hai A shufta sari Hai Mri A shufta sari Hai
Please let me love you Lonely heart, do not runI am beside you You hide your wounds
Wo jin ko dakh kr Aankhoon mn Roonaq aa jay wohi kuch loog zindagi Weeraan kr jaty hain
Ayen Hath Uthayen Ham Bi Ham Jinhain Rasm-e Dua Yaad Nahi Ham Jinhain Soze Mohabat Ke Siwa Ham Jinhain But, Koi Khuda Yaad NahiAyen Arz Guzarain K Nigar Hasti Zuhr Amroz Mai Sherini Farda Bhar De Wo Jinhain Naab-e Giran Bari Iyam Nahi Un Ki Palkon Pe Shab o Roz Ko Halka Kar De
Ik Ghazal Mir Ki Parhta Hai Parosi Mera Ik Nami Si Meri Dewar Mai Aa Jaati Hai
Sir Te Topi Te Niyat Khoti Lena Ki Sir Topi Dhar KeTasbeeh Phri Par Dil Na Phiria Lena Ki Tasbeeh Hath Pharh Ke
Your beauty is like a sunset on an ocean shore You’re everything I want and much moreYour eyes twinkle like the stars in the midnight sky Your pleasure makes me feel like I’m flying high
Okhay Painday Lamian Rahaan Ishq Diyan Dard Jigr Sakht Sazawan Ishq Diyan
Gilay Shikwe Kahan Tak Hon Gay, Aadhi Raat Tu Guzri Perishan Tum Bi Hote Ho, Perishan Ham Bi Hote HainKisi Ka Wa’ada Dedar Tu Ae Dagh Barhaq Hai Magar Ye Dekhiye Dil Shad Us Din Ham Bi Hote Hain
Showing 2008 of 2193