The poem
Read it in Urdu script-
Ham Rahe Par Nahi Rahe Abad Yaad K Ghar Nahi Rahe Abad
-
Kitni Aankhein Hui Hlak Nazr Kitne Manzar Nahi Rahe Abad
-
Ham Ke Ae Dil Thay Sukhn Sar Ta pa Ham Labon Par Nahi Rahe Abad
-
Shehr Dil Mai Ajab Mhale Thay Un Mai Aksar Nahi Rahe Abad
-
Jane Kia Waqia Hoa Kun Log Apne Andar Nahi Rahe Abad



