2205 poems
Bewafa Kehne Se Kia Wo Bewafa Ho Jaye Ga Tere Hote Is Sift Ka Dosra Ho Jaye GaShart Kar Lo Phir Muje Barbad Hona Bi Qabol Hai Khak Mai Mil Kar Tu Hasal Mud’da Ho Jaye Ga
Har Ek Jazbat Ko Zuban Nahi Milti Har Ek Aarzu Ko Dua Nahi Milti Muskurahat Banaye Rakho To Duniya Hai Sath Aansoo Ko Tu Ankho Me Bhi Panah Nahi Milti
Sabat Tu Ho Gaya Ke Main Bewafa Nahi Ye Aur Baat ke Meri Dunya Ujar Gayi
Kamre Ka Calendar Tu Badal Jata Hai Har Saal Ab Ke Mere Halat Badal Day Mere Mola
Janab Dum Ki Ajab Nafsiat Hoti Hai Ke Is Ki Jumbash-e Adna Mai Baat Hoti HaiWafa Ke Jazbay Ka Izhar Dum Hilana Hai Jo Dum Khari Hai Wo Nafrat Ka Taziana HaiJo Lambi Dum Hai Wo Aali Sifat Hoti Hai Jo Mukhtasir Hai Bari Wahiat Hoti Hai
Ishq Ik ‘Mir’ Bhari Pathar Hai Kab Ye Tuj Naatwan Se Uthta Hai
Qarz-e Nigah-e Yaar Ada Kar Chuke Hain Ham Sab Kuch Nisar Rah-e Wafa Kar Chuke Hain HamKuch Imtihan-e Dast-e Jafa Kar Chuke Hain Ham Kuch Un Ki Dastras Ka Pta Kar Chuke Hain Ham
Zindagi Insan Ki Ik Dam Ke Siwa Kuch Bi Nahi Dam Hawa Ki Moj Hai, Ram Ke Siwa Kuch Bi NahiGul, Tabasm Keh Raha Tha Zindagani Ko Mgar Shama Boli, Garya-e Gham Ke Siwa Kuch Bi Nahi
Bik Raha Hai Junon Mai Kya Kya Kuch Kuch Na Samjhe Khuda Kare Koi
Baat Meri Kabi Suni Hi Nahi Jante Wo Buri Bhali Hi NahiDil Lagi Un Ki Dil Lagi Hi Nahi Ranj Bi Be Faqt Hansi Hi Nahi
Neend Aa Jaye To Milna Tum Se Mayasar Ho Jagti Aankhon Ka Intezaar Bara Mushkil Hai
Fana Kar Apni Zindagi Ko Rah-e Junon Mai Ae Jawan Tab Kare Ga Ibadat Jab Gunah Karne Ka Taqat Na Ho Gi
Ye Husn-e Mosam, Ye Barish, Ye Hawain Lagta Hai Mohabat Ne Aaj Kisi Ka Sath Dya Hai
Dil Ki Verani Ka Kia Mazkor Hai Ye Nagar So Martba Loga Gya
Suragh-e Manzal Liye Rah-e Be Nishan Ki Talash Main Karwan Bhatak Gya Meer-e Karwan Ki Talash MainAmeer-e Shehr Hai Yahan Meman Hai Koi Mehar Hai Be Naam Hoye Log Fakhro Guman Ki Talash Main
Haseen Khwab Dikha K Bhol Jate Hain Log Apna Bna K Bhol Jate Hain Judai Ka Naam Sun Ke Rone Wale Kuch Dor Ja Ke Bhol Jate Hain
Teri Soorat ko Dekhany Walay Suna ha Koye aur Nashaa nahi krty
Saba Chali Zulf Khuli Khushbo Pheli Fazaoon Main Hui Subah Kali Chatkhi Khile Gulab Hawaon MainTeri Nazar Se Meri Nazar Tak Haseen Safr Guzr Gaya Haya Ayi Guki Palkain Shram Ayi Nigahon Main
Mein Nay Masuoom Bahroow mein Tumhay Dakha Ha Mein Nay PurNaam Sitaroow mein Tumhay Dakha ha Mry MeHboob Teri Parda Nasheeni ki Qasam! Mein Nay Ashkookow ki Qataaroow mein Tumhay Dakha ha
Kabi Yun Bi Ham Ne Kaghaz Pe Utari Ghazalain Qalam Ro Dya Tu Hans Pari Sari GhazalainHam Ne Apne Hunr Ko Bohat Dair Tak Aazmaya Jete Tum Hi Aakhir Aur Hari Ghazalain
Showing 1908 of 2193