2205 poems
Koi Ban Gaya Ronaq Pakhian Di, Koi Chor Ke Sheesh Mehal Chalya Koi Palya Naaz Te Nakhrian Wich, Koi Rait Garam Te Thal Chalya Koi Bhul Gaya Maqsad Aawan Da, Koi Kar Ke Maqsad Hal Chalya Ithay Har Koi Fareed Musafar Ae, Koi Aj Chalya Koi Kal Chalya
Kab Talak Tuj Pe Inhisar Krain Kun Na Ab Dosron Se Pyar Krain Tu Kabi Waqt Par Nahi Phucha Kis Tarah Tera Aitbar Krain
Tum Kun Bane They Dil Ka Sahara, Jawab Do Ab Kahan Hai Wo Pyar Tumhara, Jawab DoKis Ko Tha Naaz Apni Adaon Pe Har Ghari Kis Ne Kia Wafa Se Kinara, Jawab Do
Suno… Koi Khredar Hai Nazar Mein? Muflasi Ke Din Hain Wafa Bechni Hai
Gungunate Raaston Ki Dilkashi Apni Jaga Aur Un Sab Ke Darmian Teri Kami Apni Jaga
Dasht-e Tanhai Mein Jise Chor Aye Tum Sarabon Se Pochta Hai Ye Payar Kesa Hai
Hoti Hai Teacheron Se Ptai Kabi Kabi Aate Hain Din Ko Taare Dikhai Kabi KabiHar Roz Eid Neest Ke Halwa Khord Kise Milti Hai Dekhne Ko Karahi Kabi Kabi
Ghar Bna Kar Mere Dil Mai Wo Chor Gya Na Khud Rehta Hai Na Kisi Aur Ko Basne Deta Hai
Wo Kehti Hai Chalo Farhat Hawa Ke Sath Chalte Hain Mai Khamoshi Se Us Ke Sath Chal Deta Hun Bujne KoWo Muj Se Pochti Hai Tum Kahan Ghayab Ho Sadyon Se Main Kehta Hun, Hazaron Waswason Ke Darmian Gum Hun
Sitaron Se Aage Jahan Aur Bi Hain Abi Ishq Ke Imtihan Aur Bi HainTahi Zindagi Se Nahi Ye Fazain Yahan Sainkron Imtihan Aur Bi Hain
Tor Gya Wo Ham Se Har Taluq Faqt Itna Keh Kar Dost Keh Ujray Hoye Logo Mai Ham Bsa Nahi Karte
Labo Pe Us Ke Bad Duya Nahi Hoti Bas Ik Maan Hai Jo Khafa Nahi Hoti
Andheron Ko Noor Deta Hai, Zikr Us Ka Dil Ko Sroor Deta Hai Us Ke Dar Se Jo Bi Mango, Wo Allah Hai Zroor Deta Hain
Ae Barish Baras, Barsh Aur Baras Aaj Tu Us Ki Yaadon Ko Baha Le Ja
Tu Abhi Rahguzar Mein Hai Qaid-e-maqaam Se Guzar Misr O Hijaz Se Guzar Paaras O Shaam Se GuzarJis Kaa Amal Hai Be-garaz Us Ki Jazaa Kuch Aur Hai Huur O Khiyaam Se Guzar Baada-o-jaam Se Guzar
Nazar Mila K Bhol Gaye Ho Apna Bana K Bhol Gaye HoMeri Bebasi Bhi Tu Dekho Ghar Jala K Bhol Gaye Ho
Raat Phir Rang Pe Thi Us Ke Badan Ki Khushbu Dil Ki Dharkan Thi Ke Urte Thay Lahu Mai JugnuJese Har Shay Ho Kisi Khwab-e Faramosh Mai Gum Chand Chamka Na Kisi Yaad Ne Badla Pehlu
Yaaro Muje Maaf Rakho Main Nashe Mein Hun Ab Do Tu Jaam Khali Hi Do, Main Nashe Mein HunAik Aik Qart-e Dor Main Yunhi Hi Muje Bi Do Jam-e Sharab Par Na Karo, Main Nashe Mein Hun
Zindagi Tuj Se Umeed E Wafa Kia Rakhon Jab Muje Chor Gaye Dost Purane Mere
Nikal Do Sene Se Kambakhat Hai Ye Dil Mohabat, Mohabat, Mohabat Laga Rakhi Hai
Showing 1888 of 2193