2205 poems
Subah Sham Falasteen (Palestine) Mein Khon Behta Hai Saya-E Marg Mein Kab Se Insan Rehta Hai Band Karo Ye Baroodi Ghuna Gardi Bad Ye Ab Tu Aik Zamana Kehta Hai
Han Dikha De Ae Tasuwar Phir Wo Subah Sham Tu Dor Peche Ki Taraf Ae Gardish-E Ayam Tu
Dekhna Hashar Mein Jab Tum Pe Machal Jaon Ga Mein Bhi Kya Vaada Tumhar Hun Keh Tal Jaon Ga
Tum Salamat Raho Hazar Baras Har Baras Ke Hon Din Pachas Hazar
Ab Tere Zikar Pe Ham Baat Badal Dete Hain Kitni Raghbat Thi Tere Naam Se Pehle Pehle
Ab Apna Ikhtiar Hai Chahy Jahan Chlain Rehbar Se Apni Rah Juda Kar Chuke Hain Ham
Wasif Ye Kis Muqam Pe Laya Muje Junon Ab Unki Justaju Na Apni Talash Hai
Baat Krni Tak Na Aati Thi Tumhein Ye Hamare Samne Ki Baat Hai
Saza Ka Haal Sunaein Jaza Ki Baat Krein Khuda Mila Ho Jinhain Wo Khuda Ki Baat KreinUnhain Pata Bhi Chlay Aur Wo Khafa Bhi Na Hun Is Ihtiat Se Kia Mudda Ki Baat Krein
Ab To Hamain Bi Tark-e Mrasam Ka Dukh Nahi Par Dil Ye Chahta Hai Ke Aaghaz Tu Kare
Waqt Zaya Na Karo Ham Nahi Aesay Wesay Ye Ishara Tu Mujhe Us Ne Kayi Bar Diya
Wo Dil Hi Kya Jo Tere Milne Ki Dua Na Kare Mein Tuj Ko Bhol Kar Zinda Rahon Khuda Na KareRahe Ga Sath Tera Pyar Zindagi Ban Ke Ye Aur Baat Meri Zindagi Wafa Na Kare
Phol Tu Phol Hain Aankhon Se Giray Rehte Hain Kante Bekar Mein Hifazat Mein Lage Rehte Hain
Aadat Ke Baad Dard Bhi Dene Laga Maza Hans Hans Ke Ah Ah Kiye Ja Raha Hun Mein
Ghar Se Nikal Kar Apne Tere Aastan Tak Puhanchon Gman Ke Rangon Mai Had-e Gman Tak PuhanchonPhir Unhi Mosmo Ke Darmyan Chalte Chalte Baharon Se Nikalte Hoye Khazan Tak Puhanchon
Ham Arz-E Wafa Bhi Kar Na Sake Kuch Keh Na Sake Kuch Sun Na Sake Ya Ham Ne Zuban Hi Kholi Thi Wan Aankh Jhuki Sharma Gaye
Dil Ko Dil Se Rah Hai Tu, Jis Tarah Se Ham Tuje Yaad Karte Hai Kare Yun Hi Hmain Bhi Yaad Tu
Keh Diya Tu Ne Jo Masoom Tu Ham Hain Masoom Keh Diya Tu Ne Gunah-Gar Gunah-Gar Hain Ham
Is Khak Ko Hdyat De Mola Us Khak Me Milne Se Pehle
Haya Se Sir Jhuka Lena Ada Se Muskara Dena Haseeno Ko Bhi Kitna Sahal Hai Bijli Gira Dena
Showing 1408 of 2193