2205 poems
Kitabon Ki Tarah Hai Wo Bhi Alfaz Se Bharpur Magar Khamosh
Khafa Tum Na Raho Hum Say Khafa Say , Hum Hi Achy Hein
Dekha Hai Zindagi Ko Kuch Itne Qareeb Se Chehte Tamam Lagne Lagey Hain Ajeeb SeAe Roz Asar Jaag Kahan So Rahi Hai Tu Awaz De Rahe Hain Peambar Saleeb Se
Ab To Bas Jaan Hi Dene Ki Hai Baari Aye Noor Main Kahan Tak Karoon Saabit Ke Wafa Hai Mujh Mein
Udhar Se Chand Tum Dekho, Idhar Se Chand Ham Dekhen Nigahen Yun Takrayen Ke Do Dilon Ki Eid Ho Jaye
Ab Tu Har Hath Ka Pathar Hmain Pehchanta Hai Umer Guzri Hai Tere Shehr Mein Aate Jaate
Husn Ko Chand, Jwani Ko Kanwal Kehte Hain Un Ki Soorat Nazar Aye Tu Ham Ghazal Kehte Hain
Gham Hi Gham Hain Teri Umeed Mein Kya Rakha Hai Eid Aya Karay Ab Eid Mein Kya Rakha Hai
Dene Wale Ki Mashyat Pe Hai Sab Kuch Moqof Mangne Wale Ki Hajat Nahi Dekhi Jati
Ik Naam Kya Likha Tera Sahal Ki Rait Par Phir Umar Bhar Hawa Se Meri Dushmani Rahi
Ye Aarzo Thi Keh Ham Us Ke Sath Chalein Magar Wo Sakhs Tu Rasta Badalta Jata Hai
Tuj Ko Meri Na Muhe Teri Khabar Jaye Gi Eid Ab Ke Bhi Dabe Paon Guzar Jaye Gi
Hansta Pani, Rota Pani Mujh Ko Awazen Deta Tha
Mery Hissay K Wo Ghum Dy Gaya Hai Meri Uss Say Sharakat to Nahi Thi
Aadat Hi Bna Li Hai Tum Ne Tu Munir Apni Jis Shehr Mein Rehna Uktaye Hoye Rehna
Loat Ayi Hain Dekho Barishain Phir Se Yahan Wahan Ik Tumhi Ko Loat Aane Ki Fursat Nahi Milti
Be-Khudi Le Gayi Kahan Ham Ko Dair Se Intezaar Hai Apna
Aaj Chand Raat Hai Par Main Kal Eid Manaon Kese Mera Chand Ab Tak Khafa Hai Mujh Se, Main Usay Manaon Kese
Ganwai Kis Ki Taman’na Mein Zindagi Mein Ne Wo Koon Hai Jisey Dekha Nahi Kabhi Mein Ne
Wo Kya Gya Ke Ronaq e Dar-o Dewar Gyi Mohsin Ik Shakhs Le Gya Meri Dunya Samait Kar
Showing 1388 of 2193