The ghazal
Read it in Urdu script-
Ghar Se Nikal Kar Apne Tere Aastan Tak Puhanchon Gman Ke Rangon Mai Had-e Gman Tak Puhanchon
-
Phir Unhi Mosmo Ke Darmyan Chalte Chalte Baharon Se Nikalte Hoye Khazan Tak Puhanchon
-
Raat Tu Baqi Hai Abi Jane Ka Faisal Na Kro Teri Aankhon Se Mai Ishq Ki Dastan Tak Puhanchon
-
Kai Sadyon Se Musafat Ko Smeta Hai Mai Ne Tu Hi Bta De Ab Mai Aur Khan Tak Puhanchon
-
Tuje Aangan Mai Sitaron Ki Tarah Sjane Ke Liye Zmeen Pe Rang Sjaon Aur Asamn Tak Pohchon
Submitted by Shabeeb Hashmi


