2205 poems
Uth Gayi Hain Samnay Se Kaisi Kaisi Soorten Roiye Kis Ke Liye Kis Kis Ka Maatam Kijiyej
Ik haqeqat sahi firdos main horon ka wajod Husn-e insaan se nimat lon to wahan tak dekhun
Bohat Pehlay Se In Qadmon Ki Aahat Jaan Letay Hain Tujhy Ae Zindagi Hum Daur Se Pehchan Letay Hain
Log Toot Jatay Hain Aik Ghar Bananay Mein Tum Taras Nahi Khatay Bastiyan Jalanay Mein
Asi nazuk dil de log han, sada dil na yaar dukhaya kar Na jhoty waday keta kar, na jhoti qasmain kahaya karTenu kinni wari main aakhiyan aey, menu wal wal na azmaya kar Teri yaad de wich main mar jaan sa, menu inna yaad na aya kar
Ik Lehar Hai Ke Mujh Mein Uchalne Ko Hai Zafar Ik Lafaz Hai Ke Muje Se Ada Hone Wala Hai
Na Pane Se Kisi Ke Hai Na Kuch Khone Se Matlab Hai Ye Dunya Hai Isay Tu Kuch Na Kuch Hone Se Matlab Hai
Rehta Tha Samne Tera Chehra Khila Hua Parhta Tha Main Kitab Yehi Har Class Mein
Jawaz Koi Agar Meri Bandagi Ka Nahi Main Pochta Hun Tujhe Kia Mila Khuda Ho Kar
Rudaad mohabbat kya kaheya kuch yaad rahi kuch bhool gaye Do din ki musarrat kya kahye kuch yaad rahi kuch bhool gayeJab jaam diya tha saqi ney jab daur chala tha mehfil mein Ik hosh ki saa-yat kya kaheya kuch yaad rahi kuch bhool gaye
Is Dil Mein Tere Husn Ki Wo Jalwa Gari Hai Jo Dekhte Hai Kehta Hai Ke Sheshy Mein Pari Hai
Jo Un Pe Guzarti Hai Kis Ne Usay Jana Hai Apni Hi Musebat Hai Apna Hi Fasana Hai
Subah Aata Hun Yahan Aur Shaam Ho Jaane Ke Baad Loot Jata Hun Mein Ghar Nakam Ho Jaane Ke Baad
Meri Majrborian Kia Pochte Ho Ke Jene Ke Liye Majbor Hun Mein
Har Chand Baghola Muztar Hai Ik Josh Tu Is Ke Andar Hai Ik Wajad Tu Hai Ik Raqs Tu Hai Be Chain Sahi Barbad Sahi
Talasm Khawab Se Mera Badan Pathar Nahi Hota Meri Jab Aankh Khulti Hai Mein Bistar Par Nahi Hota
Jhoot tu qatil thehra us ka kia rona Sach ne bhi insaan ka khon bahaya hai
Ghar ke bahir dhondta rehta hon dunya Ghar ke andar dunya dari rehti hai
Laho jamny se pehly khon baha dey Yahan insaaf se qatal bara hai
Haqeeqton ka taswur mahaal lagta hai Kisi ki yaad main rehna kamal lagta hai
Showing 388 of 2193