Aik aaina ro bah ro hai abhi
Aik aaina ro bah ro hai abhi
Us ki khushbu se guftagu hai abhi
Tumhari arzoo mein main ne apni arzoo ki thi
Khud apni justojoo ka aap haasil ho gaya hon mein
Meri roshni tre khad o khhaal se mukhtalif to nahi magar
To qareeb aa tujhe dekh lon to wohi hai ya koi aur hai
Ye jo deewany se do chaar nazar atay hain
Un mein kuch sahib asaraar nazar atay hain
Teri mehfil ka bharam rakhtay hain so jatay hain
Warna yeh log to bedaar nazar atay hain
Read More […]
Safar mein dhoop to hogi jo chal sako to chalo
Sabhi hain bheer mein tum bhi nikal sako to chalo
Khilonon ki dukanon ki taraf se aap kyun guzray
Yeh bachay ki tamanna hai yeh samjhota nahi karti
Kal thakey haare parindon ne naseehat ki mujhe
Shaam dhal jaye to Mohsin tum bhi ghar jaya karo
Na gharz kisi se na wasta, mujhe kam apne hi kam se
Tere zikar se teri fikar se teri yaad se teri naam se