Ghareeb sarak par hi so gaya

Saja dia tawaif ko tum ne zar ke saij par
Ghareeb sarak par hi so gaya tujhy khabar hi nahi
Ab chalay bhi aao, ke shaam dhalnay lagi hai

Ab chalay bhi aao, ke shaam dhalnay lagi hai
Aftaab dhalnay ko hai, aur shama julne lagi hai
Ik umeed laga betha hon, tujh se milnay ki mein
Fursat miley to aa jana, warna tanhai liptaine lagi hai Continue reading “Ab chalay bhi aao, ke shaam dhalnay lagi hai”