Koshishain khak hoyen khud ke hansane ki khalish

Koshishain khaak hoyen khud ke hansane ki khalish
Ehd-e qismat tha hmain yun hi rulaye rakhna
Shafiq Khalish
Waba Ka Khauf

Bahar waba ka khauf hai, ghar mein balaa ki bhook
Kis mout se maroon mein zara raye dijiye
Dukh hi aisa tha k Mohsin

Dukh hi aisa tha k “Mohsin” hoa gum sum warna
Gham chupa ker usay hanstay hue aksar daikha
Hum to chahat mein bhi

Hum to chahat mein bhi ghalib ke muqallad hain faraz
Jis pay martay hain ussay maar ke rakh dete hain