Is Liye Tu Bachon Par

Is Liye Tu Bachon Par Noor Barasta Hai
Shirartain Tu Karte Hain Sazishain Nahi Karte
Is Liye Tu Bachon Par Noor Barasta Hai
Shirartain Tu Karte Hain Sazishain Nahi Karte
Yeh Tujh Pe Munhassir Hai Ke Kis Baat Per Biggar Jana
Warna Talkhiyo Se Bhi Aaj Dil Tota Nahi Kartey
Har Koi Mir o Ghalib Sa Ahl-e Sukhn Nahi Hota
Qudrat Ne Har Kisi Main Tu Shayar Nahi Rakhan
Wo Allah Pey Yaqeen Hai Jo Us Ko Juda Sa Lagta Hai
Warna Darya Ko To Har Skahks Mosa Sa Lagta Hai
Guzray Saal Ne
Bohat Kuch Diya
Bohat Kuch Cheen Liya
Magar Teri Umeed
Baqi Thi
Baqi Hai
Jis Duniya Se Tum Darti Thi, Ussay Batlaye Betha Hon
Jo Bhi Tha Qissa Mohabbat, Sab Sunaye Betha Hon
Pakdae Haath Mein Jaam, Gum Hon Apni Hasti Mein
Aur Inhain Le Kar Naam Kkhuda, Kkhuda Se Dry Betha Hon
Pooch Rahay Hain, Yeh Kya Kaisay, Yeh Sun-hwa Kaisay
Khail Kar Unki Kam Aqli Se Jadu Dikhaye Betha Hon
Ruut Jagay To Farz Hain, Unn Par Jinhen Ishhq Ho
Kamaal Yeh Ke Teri Bhi Neendain Uraye Betha Hon
Mera Rabt Tha Khush Haloon Se, Aur Zabt Ki Thi Baat Kya
Ab Yeh Haal Hai Ke Majnu Sa Khabt Apnya Betha Hon