130 poems
Ik Ghazal Mir Ki Parhta Hai Parosi Mera Ik Nami Si Meri Dewar Mai Aa Jaati Hai
Manta hoin tumhay kuch aur bi loog chahte hain Sun!Juo hir kisi ko mil jayBhot aam see cheez hoti hai
Dil Ko Cho Jati Hai Yun Raat Ki Awaz Kabi Zaid Chonk Uthti Ho Khain Tu Ne Pukara Hi Na Ho
Mir Un Neem Baz Aankhon Main Sari Masti Shrab Ki Si HaiDaikh Tu Dil Ke Jaan Se Uthta Hai Ye Dhuan Kahan Se Uthta Hai
Bazm Khud Lab-e Mehbob Par Sawal Hai Kia Jahan Me Koi Mere Husn Ki Misal Hai Kia Banane Wala Khuda Daad Dene Wala Main Bta Ke Husn Me Tere Tera Kamal Hai Kia
Phir Jogi G Beedar Hoye Is Chair Ne Itna Kam Kia Phir Ishq Ke Is Matwale Ne Ye Wahdat Ka Ik Jam Diya Wan Pareem Ka Sagar Chalta Hai Chal Dil Ki Pyas Bujna Jogi Wan Dil Ka Ghuncha Khilta Hai Ga Galiyon Main Mohin Milta Hai
Wo Aaye Bazm Main Itna Tu Fikr Ne Dekha Phir Us Ke Bad Chiraghon Main Roshni Na Rahi
Alfaaz gira dete hain jazbaat ki qemat Har baat ko alfaaz main tola nahi krty
Zahid shrab pene de masjid main beth kar ya phir wo jaga bta jahan khuda nahi ♥♥♥♥♥ Masjid khuda ka ghar hai pene ki jagah nahi
Kuch Kehne Ka Waqt Nahi Ye Kuch Na Kaho Khamosh Raho Ae Log Khamosh Raho Han Ae Logo Khamosh Raho
Showing 130 of 130