Agarchay dushwar tha magar zair kar liya tha
Anaa ka rasta sahal samajh kar jo sir liya tha
Woh kahkashaon ki had se agay kahin basa he
Talabb mein jiss ki zamee pay boseedah ghar liya tha
Gulon ki chahat mein aik dِn kya bichhaya hoga
Ke hm ne kaanton se apna daman bhar liya tha
Badhaya uss ne jo garam joshi se hath yaaro
Nahi tha maslak agarchay nazrana, par liya tha
Usi ka bakhsha hua tha sab kuch to der kaisi
Bas ik isharay pay kaasa jaan dhar liya tha
Dil shakista ki muddaton tak khabar nah aayi
Khula ke methi mein too ne ae fitnah gir liya tha
Ado ne chalon se chit kiya he rasheed hasrat
Wagerna hmm ne bhi asp to naamwar liya tha