130 poems
Nit naye iraadon main itna ghafil hon ke Waqt e qaza bhi qaza hony ko hai
Jin raaton main hoti hai qabool dua Wo ro kar mujh ko hi mangta ho ga
Janay kis raah se aa jaye wo aane wala Main ne har simat se deewar gira rakhi hai
Is Liye Tu Bachon Par Noor Barasta Hai Shirartain Tu Karte Hain Sazishain Nahi Karte
Ab to Khawhish Hai Ye Ke Saza Wo Milay Roye Jaon To Chup Na Krayae Koi
Yeh Tujh Pe Munhassir Hai Ke Kis Baat Per Biggar Jana Warna Talkhiyo Se Bhi Aaj Dil Tota Nahi Kartey
Har Koi Mir o Ghalib Sa Ahl-e Sukhn Nahi Hota Qudrat Ne Har Kisi Main Tu Shayar Nahi Rakhan
Wo Allah Pey Yaqeen Hai Jo Us Ko Juda Sa Lagta Hai Warna Darya Ko To Har Skahks Mosa Sa Lagta Hai
Guzray Saal Ne Bohat Kuch DiyaBohat Kuch Cheen Liya Magar Teri Umeed
Jis Duniya Se Tum Darti Thi, Ussay Batlaye Betha Hon Jo Bhi Tha Qissa Mohabbat, Sab Sunaye Betha HonPakdae Haath Mein Jaam, Gum Hon Apni Hasti Mein Aur Inhain Le Kar Naam Kkhuda, Kkhuda Se Dry Betha Hon
Jis Baat Ka Tum Ko Dar Hai Wallah Main Us Ka Muntazir Hu
Mera Dess Aik Aesi Basti Hai Jahan Mazhab Ke Naam Pe Sar Kat'te HainJahan Mazhab Ki Khatir Naam Ke Muslam Lar Marte Hain
Tumhara Dabdaba Logo Yahan Sirf Zindagi Tak Hai Kisi Ki Qabar Ke Andar Zameendari Nahi Chalti
Ye Bhi Mumkin Nahi Ke Us Ne Dhonda Nahi Ho Ga Mujhy Baat Ye Bhi Sach Thi Ke Wo Cheezain Rakh Kr Bhol Jati Thi
Utaar Ke Libaada Safeedi Ka Main Bhi Apni Burayan Ayaan Karna Chahta Hun
Ban Gaya Wo Dil Se Mera Aamir Muhabbat Ki Har Ik Rasam Usne Ada Ki
Jane Kun Dbai Ja Rahi Hai Kashmir Ki Awaaz Main Pochta Hun Kahan Uthai Ja Rahi Hai Kashmir Ki AwaazTaraq, Ayubi Aur Qasam Ko Yaad Karo Ham Se Kyun Bhulai Ja Rahi Hai Kashmir Ki Awaaz
Qalam Ne Qalam Band Kar Diye Alfaaz-e Zehniat Kitab Ik Bhi Na Biki Qalam Daan Ki
Aaina Waqt Dekhon Tu Yaad-e Maazi Ki Chand Jhurian Mere Chehray Pe Bhi Hain
Mujhe Thori Si Muhlat Chahye Main Baqi Sansain Bhi Luta Dun Ga
Showing 60 of 130