2205 poems
Ye Zabt Choot Gaya Tu Tumhari Yaad Ayi Main Thak Ke Toot Gaya Tu Tumhari Yaad AyiTumhare Baad Na Tha Koi Mera Dil Ke Siwa Ye Dil Bi Roth Gaya Tu Tumhari Yaad Ayi
Be Waja Nahi Rota Ishq Main Koi Jisay Khud Se Barh Ke Chaha Ho Wo Rulata Zaroor Hai
Tere Vaade Par Jiye Ham Tu Ye Jaan Jhoot Jana Keh Khushi Se Mar Na Jate Agar Ietbar HotaRead Complete Ghazal
Aur Kya Dekhne Ko Baqi Hai Aap Se Dil Laga Ke Dekh Lya
Aj ki raat bi mumkin hai na soo sakon mohsin Yad phir ayi hai neendon ko urane wali
Husn Ko Dunya Ki Aankhon Se Na Dekh Apni Ik Tarz-e Nazar Aejad Kar
Taiz Barish Mein Kabhi Sard Hawaon Me Raha, Ik Tera Zikr Tha Jo Meri Sadaon Mein Raha,Kitne Logon Se Mere Gehre Marasim Hain Magar, Tera Chehra Hi Faqat Meri Du’aon Me Raha….
Dil Kya Milao Gey Keh Hamain Ho Gya Yaqeen Tum Se Tu Khak Mein Bhi Milaya Na Jaye Ga
Aap Dolat Ke Tarazon Mein Dilon Ko Tolen Ham Mohabat Se Mohabat Ka Sila Dete Hain
Ab Muj Ko Har Cheez Achi Lagti Hai Me Tumko Yaksar Bhula Chuka Shayad
Shakhon Se Tot Jayen Wo Patte Nahi Hain Ham Aandhi Se Koi Keh De Apni Auqat Mein Rahe
Ab Jis Ke Jee Mein Aaye Wohi Roshni Paye Ham Ne Tu Dil Jala Ke Sar-E Aam Rakh Diya
Chalne Ka Hosla Nahi Rukna Mahal Kar Dya Ishq Ke Is Safar Ne Tu Muj Ko Nidhal Kar Dya
Bulaon Ga Na Milun Ga Na Khat Likhon Ga Tuje Teri Khushi Ke Liye Khud Ko Ye Saza Dun Ga
Mashooq Se Bhi Ham Ne Nibhai Brabari Wan Lutf Kam Hoya Tu Yahan Payar Kam Hoya
Ab Tu Jate Hain But Kade Se Mir Phir Milen Gey Agar Khuda Laya
Dushmano Ne Jo Duhmani Ki Hai Doston Ne Bhi Kya Kami Ki Hai
Muj Ko Khwahish Hi Dhondne Kin A Thi Muj Mein Khoya Raha Khuda Mera
Ishq Bhi Ho Hijab Mein Husn Bhi Ho Hijab Mein Ye Tu Khud Aaskaar Ho Ye Muje Aashkaar Kar
Apni Zuban Se Kuch Na Kahen Gey Chup Hi Rahen Gey Aashiq Log Tum Se Tu Itna Ho Sakta Hai Pocho Haal Becharon Ka
Showing 1788 of 2193