2205 poems
Dil Ke Pehlu Main Yaadon Ka Safr Jari Hai Dukh Nmayan Hai Mgar Chahat Ka Safr Jari HaiKash Mil Jayen Kabi Yun Rahon Main Chalte Chalte Larzte Honton Pe Duaon Ka Safr Jari Hai
Dil Na Umeed Tu Nahi Nakaam Hi Tu Hai Lambi Hai Gham Hi Shaam Magar Shaam Hi Tu Hai
Badan Ke Karb Ko Wo Bhi Samajh Na Paye Ga Main Dil Mein Ro'on Gi Aankhon Mein Muskraon Gi
Tum Ko Chaha Tu Khata Kya Hai Bata Do Muj Ko Dosra Koi Tu Apna Sa Dikha Do Muj Ko
Tum Bi Kia Yaad Karo Gay Koi Dost Hoa Karta Tha Itna Chahne Wal Hmain Koi Dost Hoa Karta ThaKitne Haseen Din Thay Kitni Haseen Ratain Thi Muje Hansane Wala Koi Dost Hoa Karta Tha
Un Ke Ruksar Par Dhalke Hoye Aanso Toba Mein Be Shabnam Ko Bhi Sholon Par Machalte Dekha
Usay Ye Kon Btlaye Usay Ye Kon Samjhaye Bohat Khamosh Rehne Se Taluq Tot Jate Hain
Jo Tu Nahi Tu Ye Mukamal Na Ho Saken Gi Teri Yehi Ahmiyat Hai Meri Kahaniyon Mein
Sab Ko Ruswa Bari Bari Kya Karo Har Mosam Mein Fatwe Jari Kya KaroRaaton Ka Neendon Se Rishta Toot Chuka Apne Ghar Ki Pehre Dari Kya Karo
Meri Bahon Mai Behakne Ki Saza Bi Sun Le Ab Bohat Dair Mai Azad Karon Ga Tuj Ko
Yun Log Dost Tera Muj Se Khafa Ho Jana Jis Tarah Phol Se Khushbu Ka Juda Ho Jana
Kabi Kabar Usay Dekh Lain Kahin Mil Lain Ye Kab Kaha Tha Ko Wo Khush Badan Hamara Ho
Haal e Dil Kyun Kar Krein Apna Bayan Achi Tarah Ru Ba Ru Un Ke Nahi Chalti Zuban Achi TarahRu Ba Ru = Face to Face, In front of
Patha Tha, Magar Baraf Ke Ghalon Ki Tarah Tha Ik Shakhs Andheron Mein Ujalon Ki Tarah ThaKhawbon Ki Tarah Tha, Na Khayalon Ki Tarah Tha Wo Ilm-e Riazi Ke Siwalon Ki Tarah Tha
Mein Tanha Larki Dyar-E Shab Mein Jalon Sach Ke Diye Kahan Tak Sayah Karon Ki Saltanat Mein Kis Tarah Aaftab Likhon
Bhari Dunya Mein Ji Nahi Lagta Jane Kis Cheez Ki Kami Hai Abi
Tere Husn Par Tareef Bari Kitab Likh Deta Kash Ke Teri Wafa Tere Husn K Brabar Hoti…
Wo Jis Ko Mein Samjhta Raha Kamyab Din Wo Din Tha Meri Zindagi Ka Kharab Din
Bare Yaqen Se Dekhi Thi Ham Ne Subah-e Umeed Qareeb Pohnche Tu Wasif Wo Roshni Na Rahi
Kujh Sada Maan Vi Reh Janda Ek Vaar Te Apna Keh Janda
Showing 1628 of 2193