2205 poems
Ab Dil Ka Safeena Kya Ubhray Tofan Ki Hawayen Sakan Hain Ab Behar Se Kashti Kia Khele Mojo Mein Koi Gardab Nahi
Dunya Pasand Aane Lagi Dil Ko Ab Bohat Samjho Ke Ab Ye Bagh Bhi Murjane Wala Hai
Shab-E Wasal Thi Chandni Ka Sama Tha Baghal Mein Sanam Tha Khuda Meharban Tha
Aao Zindagi Ko Mil Kar Bitayen Tu Aur Main, Tanha Tanha
Be-Taluq Zindagi Achi Nahi Zinagi Kia Moat Bhi Achi Nahi
Apno Ne Nazar Pheri Tu Dil Tu Ne Dya Sath Dunya Mein Koi Dost Mere Kaam Tu Aya
Shayad Muje Kisi Se Mohabat Nahi Hui Lekin Yaqeen Sab Ko Dilata Raha Hun Mein
Aasman Kuch Bhi Nahi Ab Tere Karne Ke Liye Main Ne Sab Tyarian Kar Li Hain Marne Ke Liye
Dil Muztar Se Poch Aey Ronaq-E Bazam Main Khud Aya Nahi Laya Gaya Hun
Bohat Dino Mein Kahin Hijar Mah-O-Saal Ke Baad Ruka Hoya Hai Zamana Tere Wisal Ke Baad
Bolay Nahin Wo Harf Jo Aeman Mein Na Thay Likhi Nahi Wo Baat Jo Apni Nahi Thi Baat
Wo Khushi Tha Umeed Tha Ik Ihsaas Tha Ba’ad Mein Ye Guman Hoa Bas Pal Do Pal Ka Sath Tha Rehta Hai Aaj Bi Intizaar Is Aankh Ko Kisi Apne Ka Wo Ja Ka Aaj Bi Sath Hai Jo Kabi Hamary Pass Tha
Main Ne Tum Ko Dil Diya Aur Tum Ne Mujhe Ruswa Kiya Mein Ne Tum Se Kya Kia Aur Tum Ne Mujh Se Kya Kia
Jab Bhi Kashti Meri Selaab Mein Aa Jati Hai Maa Dua Karti Hui Khwab Mein A Jati Hai
Bachon Ke Chotay Hathon Ko Chand Sitare Choney Do Char Kitaben Parh Kar Ye Bhi Ham Jese Ho Jayen Gey
Alag Bethay Thay Phir Bhi Aankh Saqi Ki Pari Ham Par Agar Hai Tashnagi Kamil Tu Pemany Bhi Ayen Gey
Barishon Ke Mosam Mein Wo Jo Apne Kamrey KiKhirkiyon Ko Band Kr Ke Badlon Ke Jane Ka
Apne Saye Se Chonk Jate Hain Umar Guzri Hai Is Qadar Tanha
Wo Tere Naseeb Ki Barishain Kisi Aur Chat Par Baras Gayi Dil e BeNaseeb Meri Baat Sun, Usay Bhol Ja, Usay Bhol Ja
Dushmani Jam Kar Karo Lekin Ye Gunjaesh Rahe Jab Kabi Ham Dost Ho Jayen Tu Sharminda Na Hun
Showing 1288 of 2193