2206 poems
Khula hai jhoot ka bazaar, ao sach bolein Nah ho bulaa se khredar, ao sach boleinSukut chaaya hai insaaniyat ki qadron par Yahi hai mauqa izhaar, ao sach bolein
Gham se gham ka soda karna thek nahi Aao sukh se sukh ko tolain behtar haiDekho tum is sard rawiye ko choro Aik hi raah ko dono ho lein behtar hai
Samajhny samjhany ko kuch nahi raha baaqi Ab khol de darwaza or jaam pesh kar saaqi
Jaanta koi nahi aaj asolon ki zuban Kash aa jaye hmain bolna pholon ki zubanMosam gul hai khilay ap ki khushbu ke gulab Bolan aa ke phir zara jholon ki zuban
Jhoot se sach ki shoroyat nahi ho sakti Lehja karwa ho tu phir baat nahi ho saktiJis ki tasveer meri aankh main har pal basi hai Yar us shakhs se mulaqaat nahi ho sakti?
Dua Hai Aap Dekhen Zindagi Main Be-Shamar Eidain Khushi Se Raqs Karti Muskarati Pur Bahar Eidain
Lout to aao ge, lotao ge din raat kisay Phir muyassar bhala ayen ge yeh lamhaat kisayKhoob lagta hai abhi dais se pardes tumhen Kaam hai khoob yahan, atay hain sandis tumhen Aik din dekhna puhanche gi bohat thais tumhen
Aankhon main basay sab khwab Dil main mohabbat ki changaarianHonton pey saji id dua Sab tumhen pukarein
Banay phirtay hain woh fankar logo Azal se jo rahay makkar, logoKoi kam zarf dekhlaye haqeeqat Har ik ja, har ghari har baar logo
Apni Kismat Ko Phir Badal Kar Dekhte Hain Aao muhabbat ko ek baar sambhal kar dekhte hainchaand taare phool shabnam sab rakhte hain ek taraf Mahboob-e-nazar pe es baar mar kar dekhte hain
Mere honton se pehlay hansi cheenta Phir mera dil, meri zindagi cheentaAur luttay ko hi paas kya tha mِre Aankh mein reh gayi thi nami, cheenta
Roz us ko sochna, yaad karna, khayal main lana Dekho main kese apna ishq halal karta hun
Han ishq hai mujh ko tumhari zaat se Tere andar jo mojood saari sifaat se
Panah day ga, koi sayibaan to woh bhi nahi Hamein fanaa hai magar jawidaan to woh bhi nahiHamaray pyar ki nao phansi hai beech bhanwar Bacha ke laaye koi badbaan to woh bhi nahiJo sach kahin to khizaa ourh ke bhi khush hain bohat Nhِin ujaar magar gulisitan to woh bhi nahi
Ihsas Nahi Tha K Tanha Ho Aj Kal Tu Ne Swal Cher Ke Acha Nahi Kia
Usay khabar nahi shayad, koi ja ke bataye us ko Mere sene main wo dharkan ki tarah rehta hai
Hamara rutba, tumhara maqam yaad rahay Khird se door tumhe aql-e khaam yaad rahayAda kiya to hai kirdaar shah zade ka Magar ghulam ho, ibn-e ghulam yaad rahayAbhi hain shall mere bazu so haath khech liya Zaroor lon ga magar intiqam yaad rahay
Naam tera ju gun-gunana hai Tu dil dharakna aik bahana hai
Wabasta Ho Gayi Thi Kuch Umeedain Aap Se Umeedon Ka Chiragh Bujane K Shukria
Mujh pay itnay sitam kya na karo Ae zindagi mujhe ruswa na karoHaqeeqat khulay gi kabhi na kabhi to Khilaaf mere abhi koi faisla na karo
Showing 108 of 2194