2206 poems
Jis ki baton ke fasanay likhay Us ne to kuch nah kaha tha shayad
Main na jugnu hun, diya hun no koi tara hun Roshni walay merey naam se jalte kun hain
Laila majnu ka qissa koi sunta hi nahi Behas aalim ko faqat ya tum se hai ya ham se hai
Mein zayada hun bohat is ke liye ab tak bhi Aur mere liye wo sare ka sara kam hai
Mein Us Ko Poj Tu Sakta Hun Chu Nahi Sakta Jo Faslon Ki Tarah Mere Sath Rehta Hai
Khushbu se rang, rang se khushbu nikaal day Dil ko bujha ke shehr-e tamanna ujaal dayApne amal ka aap hi acha sa naam rakh Kam zarfi nigah ko husn ma'al day
Kya bitayen dostoo duniya ne tora kis tarhan Resha umeed se phir dil ko jora kis tarhanTum ne maazi ko kureda hai to phir itna kaho Zakham ho ga mundamil, jaye ga phora kis tarhan? ?
Roshan bhi karo ge kabhi tareki shab ko Ya shama ki manind pighaltay hi rahoge
Khamshi Achi Nahi Inkar Hona Chahye Ye Tamasha Ab Sar-E Bazar Hona Chahye
Ab jo lehar hai pal bhar baad nahi hogi yani Ik darya mein doosri baar itra nahi ja sakta
Hashar mein kon gawahi meri day ga saghar Sab tumahray hi tarafdar nazar atay hain
Woh mera dost mere haal se aagah to ho Na sahi sach mein magar khawab mein hamrah to hoKuch assar unn pay mere aah o faghan ka yaaro Ho nah ho, phir bhi mere lab pay koi aah to ho
Hum labon se keh nah paye un se haal dil kabhi Aur woh samjhay nahi yeh khamshi kya cheez hai
Ab judai ke safar ko marey aasaan karo Tum mujhe khawab mein aa kar nah pareshan karo
Mujhy ik baat kehny do, mujhy tum se mohabbat hai Hamseha sath rehny do, mujhy tum se mohabbat hai
Kon si baat hai tum mein aisi Itnay achay kyun lagtay ho
Sabhi aizaz chotey hain tairay ahsaan ke agay Bhala yeh qoum tairay haq mein kya aizaz rakhay gi Salam ae mere quaid, Teri himmat o jurrat ko Mere mohsin teri khidmat tujhe mumtaz rakhay gi
Sab Ko Ham Bhol Gaye Josh-E Junoon Mein Lekin Ik Teri Yaad Thi Aesi Jo Bhulai Na Gayi
Doston se is qader sadme uthaye jaan par Dil se dushman ki adawat ka gilah jata raha
Kyun hijar ke shikway karta hai kyun dard ke ronay rota hai Ab ishhq kya to sabr bhi kar is mein to yahi kuch hota hai
Showing 268 of 2194