2206 poems
Yaqeen nahi to mohabbat ko aazmaata ja Luta khuloos, wafaon ke geet gaata jaTaqaza tujh se agar kar rahi koi mumtaz Dil aagrah hai mehal iss pay too banata ja
Ik Apna Diya Jalane Ko Tum Ne Lakhon Diye Bhujaye Hain
Abhi to hum ne apni dunya basaani thi Aur ik dastan bhi tujhe sunani thiTum ne pehlay hi khatam kar diya sab kuch Abhi to mein ne ghar bhi baat manwani thi
Patoon Ki Tarah Mujhe Bakherta Tha Zamana Ik Shakhs Ne Mujhe Yakja Kia Aur Aag Lga Di
Kuch to hawa bhi sard thi kuch tha tera khayal bhi dil ko khushi ke sath sath hota raha malal bhi
Gazab kia tere waady pey aitbar kia Tmam raat Qayamat ka intezaar kia
Aa dekh ke mere aansu-on mein Yeh kis ka jamal aa gaya hai
Yaad aya tha bicharna tera Phir nahi yaad ke kia yaad aya
Kis Qadar Nachti Phirti Thi Alhar Pan Mein Zindgai Jab Se Siyani Hui Hai Chup Hai
Khawabon Ka Gulistan Hai Tu, Armanon Ka Chaman Jannat Se Kam Nahin Hai Tu Mere Liye WatanParbat Himalaya Azm ka Parcham kahein Jise Gang-O-Jaman Hain Pyaar Ka Sangam Kahein Jise
Akele Ham Hi Shamil Nahi Is Jurm Mein Nazren Jab Bhi Mili Thi Muskurae Tum Bhi Thay
Ae khuda ab to mera tu hi bharam qaim rakh Meri aankhon ko nami di hai to num qaim rakhSar khameeda hai tree samnay aur yun hi rahay Ijz barhta hi rahay, iss mein yeh kham qaim rakh
Waqya kuch bhi ho sach kehnay mein ruswai hai Kyun na khamosh rahon ahal-e nazar kehlaon
Ajab baatein khatakti hain, mujhe be chain rakhti hain Meri sansen atakti hain, mujhe be chain rakhti hainMohabbat mar chuki lekin, dil o dimagh mein ab tak Teri yaadain bhatkati hain, mujhe be chain rakhti hain
Tamam umar jisay mein ne aitbaar diya Dagha se tum ne bayak lakht us ko maar diyaWafayen di hain usay mein ne umar bhar lekin Silay mein us ne faqat mujh ko intezaar diya
Ajnabi heran mat hona ke dar khulta nahi Jo yahan abad hain un par bhi ghar khulta nahi
Muskurao bahhar ke din hain Gul khilao bahhar ke din hainDkhtran chaman ke qadmon par Sir jhukao bahhar ke din hain
Dekhte kuch hain dikhaty hamein kuch hain ke yahan Koi rishta hi nahi khawab ka tabeer ke sath
Jism tha noor isay hum ne hi pahnai raat Kha gayi din ke ujaloon ko yahan chai raatShab ke daman mein faqat khawab hai mehroomi hai Hum ko mafhom yeh samjhane chali aayi raat
Har aik baat ko chup chaap kyun suna jaye Kabhi to hosla kar ke nahi kaha jaye
Showing 208 of 2194