2206 poems
Khilonon ki dukanon ki taraf se aap kyun guzray Yeh bachay ki tamanna hai yeh samjhota nahi karti
Kal thakey haare parindon ne naseehat ki mujhe Shaam dhal jaye to Mohsin tum bhi ghar jaya karo
Na gharz kisi se na wasta, mujhe kam apne hi kam se Tere zikar se teri fikar se teri yaad se teri naam se
Tha be sakt hua main uchala gaya tha jab Be rozgaar ghar se nikala gaya tha jabNakamiyoo ne mujh mein barri toar phor ki Mehroomion ki goad mein dala gaya tha jab
Kon janay ke naye saal main tu kis ko parhay Tera mayar badalta hain nisabon ki tarah
Tumhe bhi neend si anay lagi hai thak gaye hum bhi Chalo hum aaj yeh qissa adhoora chore dete hain
Hajhoom shehar se hatt kar, hudood shehar ke baad Woh muskura ke miley bhi to kon daikhta hai?Jis aankh mein koi chehra nah koi aks talab Woh aankh jal ke bujhe bhi to kon daikhta hai?
Jo be shumaar bhaid seenay mein samaaye betha hon Waday jo kuch mein nibhaye betha honWoh hain ke mere naam se aashna tak naahi Aur mein dil hi dil mein inhen apna banaye betha hon
Talab duniya ko kar ke zan mureedi ho nahi sakti Khayaal abro e himmat mardana aata hai
Mein woh basti hon ke yaad raftagan ke bhais mein Dekhnay aati hai ab meri hi weerani mujhe
Lakh hum sher kahin laakh ibaarat likhain Baat woh hai jo tre dil mein jagah paati hai
Tri nigah sahara nah day to baat hai aur Ke girtay girtay bhi duniya sambhal to sakti hai
Hum parwarish looh o qalam karte rahen ge Jo dil pay guzarti hai raqam karte rahen ge
Khuda ke baad bartar, aap hi ki zaat hai aaqa Mein kya likhon, nah likhnay ki, meri auqaat hai aaqaDuroood aap par beju, to sab bigra sanwarta hai Aap hi ki nisbat se banay har baat hai aaqa
Har dharaktey pathar ko log dil samajte hain Umrein beet jati hai dil ko dil bananay mein
Saja dia tawaif ko tum ne zar ke saij par Ghareeb sarak par hi so gaya tujhy khabar hi nahi
Tumahray Khawab Se Har Shab Lapat Ke Sotay Hain Sazayen Bhaij Do Hum Ne Khataien Bhaiji Hain
Ab chalay bhi aao, ke shaam dhalnay lagi hai Aftaab dhalnay ko hai, aur shama julne lagi haiIk umeed laga betha hon, tujh se milnay ki mein Fursat miley to aa jana, warna tanhai liptaine lagi hai
Saza Deni Ham Ko Bi Aati Hai O Be Khabar Par Tu Takleef Se Guzre Ye Ham Ko Gwara Nahi
Ye saal bhi udasian de kar chala gaya Tum se milay beghair december chala gya
Showing 188 of 2194