Khayal-e-Yaar

Main Mohabbat Ka Saza Yaafta Mujram Hun Danish
Saalon Ki Qaid Khayal-e Yaar Mein Kaat Chuka Hun
Shab-e-gham ki barish me

Shab-e-gham Ki Barish Main Tera Aks Nazar Aata Hai
Teri Yaadon, Teri Baaton Ka Raks Nazar Aata Hai
Dagha’Baaz Chehra

Mat Kar Charcha Apne Husn Ka Ab Zamane Main
Is Dagha Baaz Chehry Ko Sab Pehchanty Hain Log
Dekh Lon Main Wo Darbar-e Mustafa

Jhukte Hain Daanish Jahan Zamane Ke Baadshah
Kabhi Tu Dekh Lon Main Wo Darbar-e Mustafa