2204 poems
Apni dhun mein rahta hoon Main bhi tere jaisa hoonO pichhli rut ke sathi Ab ke baras main tanha hoon
Dushman mare te khushi na kariye, sajna vi mar jana Deegar te din hoya Muhammad, orak nu dub jana
Hazaron khwahishen aisi ki har khwahish pe dam nikle Bahut nikle mire arman lekin phir bhi kam nikleDare kyun mera qatil kya rahega us ki gardan par Wo khun jo chashm-e-tar se umr bhar yun dam-ba-dam nikle
Alvida ae December! Tum bhi jaate ho to jaoJaise jaate hain sabhi Ik adhoori baat chhor kar
Jo mila tha saal bhar mein, sab December le gaya Bas tumhari yaad ka ik zakhm taaza rakh gaya
Phir December aa gaya hai, phir wahi hai sard shaam Dhund ke sheeshe pe main ne likh diya hai tera naam
Mere Chehray Se Mera Dard Na Parh Pao Ge Wasi Meri Aadat Hai Har Baat Pe Muskra Dena
Mein mra nahi abhi Dil bujha nahi abhiZindagi se uns Husn se lagao hai abhiHarf-e haq aziz hai
Abhi Meri Apni Samajh Mein Bhi Nahi Aa Rahi Mein Jabhi Tu Baat Ko Mukhtasir Nahi Kar Raha
Main ne samandar se sekha hai jene ka saleeqa Chup chap se behna, apni mouj main rehna
Kehte Hain Jete Hain Umeed Peh Log Ham Ko Jene Ki Bhi Umeed Nahi
Kabhi waqt miley to aa jao Hum jheel kinare mil bathainTum apne sukh ki baat karo Hum apne dukh ki baat karen
Kabhi jo zindagi ka goshwara dekhta hun main Tu har mad main khasara hi khasara dekhta hun main
Alone I wander through the night Searching for a love that's true But all I find is emptiness And a heart that's feeling blueI thought love was meant to last But it's just a fleeting game Leaving me with shattered pieces Of a love that will never be the same
Be ikhtiyar tera naam pukare jatay hain Tujh se milnay tairay koochy ko jatay hainTaweel safar tay karte hain teri deed ki khatir Tamam safar bas tujh ko hi soochey jatay hain
Wekh bandya aasmana ty urday panchi Wekh ty sai ki kardy nayNa o krdy rizq zakheera Na o bhuky mardy nay
Tumhain Barish Pasand Hai Muje Barish Main Tum Tumhain Hansna Pasand Hai Muje Hanste Hoye TumTumhain Bolna Pasand Hai Muje Bolte Hoye Tum Tumhain Sab Kuch Pasand Hai Aur Muje Bas Tum
Najane mujh se kya pocha gaya tha Magar lab par tera naam aa gaya thaMuheet ik umar par hai faasla woh Meri jaan beech jo rakha gaya tha
Qadam qadam pay lutf hum uthany lag gaye Hayaat haadsay haseen bananay lag gayeMiyan kisi ne di nagar basanay ki sada Nikal ke dasht se so majnu anay lag gaye
Jab Shehr Ke Lo Na Rasta Den Kyun Ban Mein Na Ja Basram Kare Dewaano Ki Si Na Baat Kare Tu Aur Kare Dewana Kya
Showing 28 of 2192