The poem
Read it in Urdu script-
Mein mra nahi abhi Dil bujha nahi abhi
-
Zindagi se uns Husn se lagao hai abhi
-
Harf-e haq aziz hai Ehad-e no se aaj bhi
-
Ehad, ustuwar hai Mein mra nahi abhi
-
Aisa lagta hai mujhe Tarikyon ke surang ko
-
Bohat jald paar kar lon ga Bohat jald yeh surang khatam honay ko hai
-
Aur is se agay Roshni hai
Submitted by Mirza Abdul Aleem Baig