2205 poems
Kun Rote Ho Is Bewafa Dunya Mein Rashid Aansoo Se Taqdeer Badalni Hoti Tu Aaaj Mera Bi Koi Apna Hota
Dolat-e Dard Do Dunya Se Chupa Kar Rakhna Aankh Mein Boond Na Ho Dil Mein Samandar Rakhna
Tera Husn Ho Mera Ishq ho Phr Husn-o-Ishq ki baat hoKbi Me miloon, kbi Tu milay Kbi hum milen Mulaqat ho
Kon Rota Hai Yahan Raat Ke Sannaton Mein Mere Jesa Hi Koi Ishq Ka Mara Ho Ga Kam Mushkil Hai Mgar Jeet Hi Lon Ga Us Ko Mere Mola Ka Wasi Jonhi Ishara Ho Ga
Tere Ishq Ki Inteha Chahta Hoon Meri Sadgi Dekh Kya Chahta HoonSitam Ho Ke Ho Wa’ada Be Hajabi Koi Baat Sabar Aazma Chahta Hoon
Dil To Wo Barg-e Khazan Hai K Hawa Le Jaye Gham Wo Aandhi Hai Ke Sehra Bi Ura Le JayeKon Laya Teri Mehfil Mein Hamain Hosh Nahi Koi Aye Teri Mehfil Se Utha Le Jaye
Hajom Dekh Ke Rasta Nahi Badalte Ham Kisi Ke Dar Se Tqaza Nahi Badalte HamHazar Zair Qadam Rasta Ho Kharon Ka Jo Chal Parain Tu Irada Nahi Badalte Ham
Bright faces coddle in dark designs They are in their pre-state Coals migrate from the diamond minesToo delicate to stand pressure and heat Of their unbearable abodes And unexhausted work of slimy peat
Teri Aaghosh Main Jannat Aur Jahan Dono Ka Sukon Tha Is Pathar Pe Sar Rakh Ke Muj Se Soya Nahi Jata Ae Maan
Kehar Hai, Moat Hai, Qaza Hai Ishq Sach Tu Ye Hai, Buri Bala Hai IshqDekhye Kis Jaga Dbo De Ga Meri Kashti Ka Na Khuda Hai Ishq
Hamain Kya Pta Tha Ke Ye Zindagi Itni Anmol Hai Kafan Khol Kar Dekha Tu Nafrat Karne Wale Bi Ro Paray
Kmal Ka Peer Hai Ishq Chor Deta Hai Mureed Kar Ke
Bas Matti Ka Labas Orhne Ki Dair Hai Hmain Ae Dost Phir Har Shakhs Dhonde Ga Aankhon Mein Nami Le Kar
Ye Acha Hoa Ke Qudrat Ne Rangeen Nahi Rakhe Aansoo Warna Jis Ke Daman Pe Girte Wo To Badnaam Ho Jata
Ham Bawafa Thay Is Liye Nazron Se Gir Gaye Shayad Usay Talash Kisi Bewafa Ki Thi
Jazba-e Ishq Phir Machalta Hai Dhalte Dhalte Ye Chand Dhalta HaiPochti Phir Rahi Hai Aos Abi Phol Kab Pairhan Badalta Hai
Ham Hi Mein Na Thi Koi Baat Yaad Na Tum Ko Aa Sake Tum Ne Hamain Bhula Diya Ham Na Tumhain Bhula Sak
Jab Kisi Aur Ke Hon Ge Ham Bhi Phir Tera Ghuror Tote Ga
Dhund Chai Hui Hai Jheelon Par Ur Rahe Hain Parinde Teelon Par Sab Ka Rukh Hai Nishamon Ki Taraf Bastion Ki Taraf, Banon Ki Taraf
Na mari Dua ne safr kiya Na mare Aansoo ne asr kiya Tujhe mang mang k thak gae mare hont Be Haath Be
Showing 1868 of 2193