2205 poems
Wo Aksar Din Mein Bachon Ko Sula Deti Hai Is Dar Se Gali Mein Phir Khilone Bechne Wala Na Aa Jaye
Bas Ik Khwahish Hai K Tuje Khud Se Zaida Chahon Mai Rhon Na Rhon Tuje Meri Wafa Yaad Rahe
Hazaron Mosamon Ki Hukmrani Hai Mere Dil Par Wasi Mein Jab Bhi Hansta Hun Tu Aankhen Bheg Jati Hain
Teri Khatir Ham Ik Shaam Churane Nikle Dard Mai Dhal Ke Khud Ko Aazmane NiklePhir Inhi Tarsi Nazron Se Tmasha Dekha Baat Itni Se Thi K Sab Zakhm Purane Nikle
Chamakte Lafz Sitaron Se Chen Laye Hain Ham Aasman Se Ghazal Ki Zameen Laye HainWo Aur Hon Ge Jo Khajar Chupa Ka Laate Hain Ham Apne Sath Phati Aasteen Laye Hain
Jab Bhi Aata Hai Mera Naam Tere Naam Ke Sath Jaane Kun Log Mere Naam Se Jal Jaate Hain
Gwahi Kese Tot'ti Mamla Khuda Ka Tha Mera Aur Us Ka Rabta Tu Hath Aur Dua Ka Tha
Ghair Ke Dil Mai Gar Utarna Tha Mere Dil Se Utar Gaye Hote
Kisi Harf Mein Kisi Bab Mein Nahi Aye Ga Tera Zikar Meri Kitab Mein Nahi Aye Ga
Dil Ki Baat Labon Par La Kar Ab Tak Ham Dukh Sehte Hain Ham Ne Suna Tha Is Basti Mein Dil Wale Bi Rehte HainBeet Gya Sawan Ka Mahena Mosam Ne Nazrain Badlen Lekin In Payasi Aankhon Se Ab Tak Aansoo Behte Hain
Hasti Hi Apni Kya Hai Zaman Eke Saamne Ik Khwab Hain Jahan Mein Bikhar Jayen Ham Tu Kya
Uth Kar Tu Aa Gaye Hain Teri Bazm Se Magar Kuch Dil Hi Janta Hai Keh Kis Dil Se Aye Hain
Hamare Baad Nahi Aaye Ga Usay Chahat Ka Aisa Maza Wo Auron Se Khud Kehta Phire Ga Muje Chaho Us Ki Tarah
Na Karo Ab Niban Ki Batain Tum Ko Ae Meharban Dekh Liya
Us Ne Ye Soch Kar Hame Alwida Keh Diya Mohsin Ye Ghreeb Log Hain Muhabat Ke Siwa Kya Dey Gey
Ham Apni Dharti Se Apni Har Simat Khud Talashen Hamari Khatir Koi Sitara Nahi Chale Ga
Gham Raha Jab Tak Keh Dam Mein Dam Raha Dil Ke Jane Ka Nahayat Gham Raha
Zindagi Aik Fun Hai Lamhon Ko Apne Andaz Se Ginwane Ka
Dil Main Afsos Aankhon Main Nami Si Rehti Hai Zindagi Main Shaid Koi Kami Si Rehti Hai Muj Se Roth Jate Hain Aksar Apne Wasi Shaid Mere Khalos Main Koi Kami Si Rehti Hai
Kuch Log Khayalon Se Chale Jayen Tu Soyen Bete Hoye Din Raat Na Yaad Ayen Tu Soyen
Showing 1748 of 2193