2205 poems
Kal Chaudhvin Ki Raat Shab Bhar Raha Charcha Tera Kuch Na Kaha Ye Chand Hai Kuch Ne Kaha Chehra Tera
Talash Muj Ko Na Kar Dasht-e Rehbar Main Nigah-e Dil Se Dekh Teray Kitna Qareeb Hon Main
Hoye Mar Ke Ham Jo Ruswa Hoye Kun Na Gharq Darya Na Kabi Janaza Uthta Na Kahen Mazar HotaRead Complete Ghazal
Uth Kar Tu Aa Gye Hain Teri Bazam Se Magar Kuch Dil Hi Janta Hai Keh Kis Dil Se Aye Hain
Jisay Khud Se Nahi Fursatain, Na Jisay Khayal Apne Jamal Ka Usay Kya Khabar Mere Shoq Ki Usay Kya Pta Mere Haal Ka
Maqsad Zeesat Gham-e Ishq Hai Sehra Ho Keh Shehr Beth Jayen Gey Jahan Chaho Batha Do Hum Ko
Agar Kabi Neend A Jaye Tu So Bi Liya Kar Saghir Raaton Ko Jagte Rehne Se Bichre Lota Nahi Karte
Tumhara Dil Mere Dil Ke Brabar Ho Nahi Sakta Wo Sheesha Ho Nahi Sakta Ye Pathar Ho Nahi Sakta
Kitabain Ishq Ki Parh Kar Na Samjo Khud Ko Aashiq Tum Ye Dil Ka Kaam Dil Walon Ko Karne Do Tu Acha Hai
Jo Mil Gaya Usi Ko Muqadar Samjh Liya Jo Kho Gaya Mein Us Ko Bhulata Chala Gaya
Wo Sham Wo Rukhsar Ka Sman Yaad Rahe Ga Wo Shehr Wo Kocha Wo Makan Yaad Rahe Ga Wo Tain K Ubrhi Thi Idhar Yaad Rahe Gi Wo Dard Ka Utha Tha Yahan Yaad Rahe Ga
Mein Ne Apni Khusk Aankhon Se Laho Chilka Diya Ik Smandar Kehta Tha Muje Ko Pani Chahye
Aik Wo Din Tha K Bna Deed Tarap Jate Thay Aik Ye Din Ke Behal Jate Hai Peghamon Se
Na Jaane Konsi Manzil Pe Aa Pohcha Hai Payar Apna Na Ham Ko Ietbar Apna Na Un Ko Ietbar Apna
Yun Bicharna Bhi Bohat Asan Na Tha Us Se Magar Jata Jate Us Ka Wo Mur Kar Dobara Dekhna
Na Mila Kar Udas Logo Se Husn Tera Bikhar Na Jaye Kahen
Mujhe Nikaal ke Mujh Mein Se Koi Dafan Karo Badan Mein Apne Hi Ghut Ghut Ke Mar Chuka Hun Main
Kuch Waqt Chahte Thay Keh Sochen Tere Liye Tu Ne Wo Waqt Ham Ko Zamane Nahi Diya
Roya Karen Gey Ap Bhi Pehron Isi Tarah Atka Kahin Jo Aap Ka Dil Bhi Meri Tarah
Tum Ne Kya Na Yaad Kabi Bhol Kar Hmain Ham Ne Tumhari Yaad Mein Sab Kuch Bhula Dya
Showing 1708 of 2193