2205 poems
Jis Khwab Mai Ho Jaye Dedar-e Nabi Hasil Ae Ishq Kabi Ham Ko Bi Wo Neend Sula De
Aaj Bi Us Ki Aankhon Mein Raaz Wohi Tha Chehra Wohi Tha Chehra Ka Libas Wohi ThaKese Us Ko Bewafa Keh Doon Yaro Aaj Be Us Ke Dekhne Ka Andaaz Wohi Tha
Kamal Ishq Hai Dewana Ho Gaya Hun Mein Ye Kis Ke Hath Se Daman Chura Raha Hun Mein
Ham Ko Ma’alom Hai Jannat Ki Hqeqat Lekin Dil Ke Khush Rakhne Ko Ghalib Yeh Khayal Acha Ha
Us Na Khuda Ke Zulm-o Sitam Haye Kiya Karon Kashti Meri Daboyi Hai Sahal Ke Aas Paas
Mein Ne Sadyon Guzarna Hai Tuje Tu Mera Aakhri Zamana Hai
Whose woods these are I think I know. His house is in the village though; He will not see me stopping here To watch his woods fill up with snow.
Ik Umer Kat Gayi Hai Tere Intezaar Mein Aesay Bhi Hain Ke Kat Na Saki Jin Se Aik Raat
Bas Jaan Gaya Mein Teri Pehchan Yehi Hai Tu Dil Mein Tu Aata Hai Samajh Mein Nahi Aata
Khud-darion Ke Khon Ko Arzan Na Kar Sake Ham Apne Johron Ko Nmyan Na Kar SakeKis Darja Dil Shakan They Mohabat Ke Haadse Ham Zindagi Mein Phir Koi Arman Na Kar Sake
Masrofiat Mein Aati Hai Be-Had Tumhari Yaad Fursat Mein Teri Yaad Se Fursat Nahi Milti
Tu Hai Suraj Tuje Malom Kahan Raat Ka Dukh Tu Kisi Roz Mere Ghar Mein Utar Shaam Ke Baad
Sehra Ki Tarah Rehte Hoye Thak Gai Aankhen Dukh Kehta Hai Ab Koi Darya Bi Tu Dekhon Ye Kya Ke Wo Jab Chahe Muje Chen Le Mujh Se Apne Liye Wo Shakhs Tarpta Bi Tu Dekhon
Bole Tu Sahi Jhot Hi Bole Wo Bla Se Zalam Ka Lab-o Lehja Dil Aawez Bohat Hai
Jahan Rahe Ga Wahen Roshni Lutaye Ga Kisi Chiragh Ka Apna Makan Nahi Hota
Yaad Teri Ko Main Bhula Dun Kya Khat Tere Mein Sabhi Jala Dun KyaMeri Be-khawabi Jan Leti Hai Kuch Ghari Khud Ko Main Sula Dun Kya
Jag Mein Aa Kar Idhar Udhar Dekha Tu Hi Aya Nazar Jidhar Dekha
Qurb Ke Na Wafa Ke Hote Hain Jhagre Saare Ana Ke Hote HainBaat Niyat Ki Sirf Hai Warna Waqt Saare Dua Ke Hote Hain
Apna Zamana Aap Banate Hai Ahl-E Dil Ham Wo Nahi Ke Jin Ko Zamana Bna Gya
Dafan Kar Sakta Hun Sene Mein Tumhare Raaz Ko Aur Tum Chaho Tu Afsana Bna Sakta Hun Mein
Showing 1548 of 2193