2205 poems
Chupke Chupke Raat Din Aansu Bahana Yaad Hai Ham Ko Ab Tak Aashqi Ko Wo Zamana Yaad HaiRead Complete Ghazal
Yun Wo Dil Ko Jala Kar Sote Hain Ham Se Nazren Chura Kar Sote Hain
Pathar Na Phaink Zara Ihtiat Kar Hai Satah Aab Par Koi Chehra Bana Hoya
Aaj Tak Hai Dil Ko Us Ke Lot Aane Ki Umeed Aaj Tak Thehri Hoyi Hai Zindagi Apni Jagah
Bigron Jo Kisi Baat Pey, Badalta Nahi Hun Main Jo Than Lon Ik Baar Tu Badalta Nahi Hun Main
Main So Raha Tha Aur Meri Khwab Gah Mein Ik Azdaha Chiragh Ki Lo Ko Nigal Gaya
Dil Ko Choton Ne Kabhi Chain Se Rehne Na Dya Jab Chali Sard Hawa, Mai Ne Tujhe Yaad Kiya
Janta Hun Mere Qissa Go Ne Asal Qissay Ko Chupa Rakha Hai
Kisi Ne Mol Na Pocha Dil Shakista Ka Koi Khareed Ke Tota Payala Kya Karta
Kis Munh Se Keh Rahy Ho Hmain Kuch Gharz Nahi Kis Munh Se Tum Ne Waada Kyat Ha Nibah Ka
Kahan Mile Gi Misal Meri Satam Giri Ki Keh Mein Gulabon Ke Zakhm Kanton Say See Raha Hun
Safar Peche Ki Janab Hai Qadam Aage Hai Mera Mein Borha Hota Jata Hun Jawan Hone Ki Khatir
Sabhi Rishte Gulabon Ki Tarah Khushbu Nahi Dete Kuch Aese Bhi Tu Hote Hai Jo Kante Chor Jate Hai
Sair Kr Dunya Ki Ghafil Zindagni Phir Kahan Zindagi Gar Kuch Rahi Tu Ye Jawani Phir Kahan
Phir Karbala Ke Baad Dikhai Nahi Diya Aesa Koi Bhi Shakhs Keh Payasa Kahen Jisay
Hmain Ma’alom Hai Ham Se Suno Mehshar Mein Kya Ho Ga Sab Us Ko Dekhte Hon Gey Wo Ham Ko Dekhta Ho Ga
Husn Ko Be Hijab Hona Tha Shoq Ko Kamyab Hona ThaHijar Mein Kaif-E Iztarab Na Poch Khoon-e Dil Bhi Sharab Hona Tha
Dewanoo Ko Phir Se Hai Umeed Wafa Ki Dewanoo Ne Phir Rait Par Tehreer Likhi Hai
Jati Hai Dhop Ujle Paro Ko Samet Ke Zakhmo Ki Ab Gino Ga Mein Bistar Pe Lait Ke
Mein Mudaton Jiya Hun Kisi Dost Ke Beghair Ab Tum Bhi Sath Chorne Ko Keh Rahe Ho Khair
Showing 1188 of 2193