2205 poems
Jab Se Parwaaz Ke Shareek Miley Ghar Bananay Ki Arzoo Hai Bohat
Dil Pea Aye Hoye Ilzaam Se Pehchante Hain Log Ab Muj Ko Tere Naam Se Pehchante Hain
Dil Se Khayal-e Dost Bhulaya Na Jaye Ga Sene Mein Dagh Hai Ke Mitaya Na Jaye Ga
Ghar Se Yeh Soch Ke Nikla Hon Ke Mar Jana Hai Ab Koi Raah Dikha Day Ke Kidhar Jana Hai
Ehley Dil Aur Bhi Hain Ehley Wafa Aur Bhi Hain Aik Hum Hi Nahi Dunya Se Khafa, Aur Bhi Hain
Jab Gham Meri Dharkan Meri Baton Se Ayaan Tha, Tu Kahan Tha Jab Charon Taraf Dard Ke Darya Ka Samaa Tha, Tu Kahan ThaAb Aaya Hai Jab Dhal Gaye Hain Sabhi Mosam, Maray Humdam Jab Tairay Liye Mra Har Ehsas Jawaa Tha, Tu Kahan Tha
Ab Kis Se Khain Aur Kon Sune Jo Hal Tumhare Baad Hua Is Dil Ki Jheel Se Aankhon Mai Ik Khwab Bahot Barbad HuaYe Hijr Hwa Bi Dushmn Hai Is Naam Ke Sare Rango Ki Wo Naam Jo Mere Honton Par Khushbu Ki Tarah Abad Hua
So Jatay Hain Foot Path Pay Akhbar Bichaa Kar Mazdoor Kabhi Neend Ki Goli Nahi Khatay
Main Tu Mohabbat Ki 'Meem' Se Bhi Door Bhaagne Wala Shaks Tha Aur Wo Tha Ke Mohbbat Ki 'Tay' Tak Ta'awan Chahta Tha
Tasalsal Tha Bay Khudi Ka Ya Subah Ka Ghubar Tha Aankhon Mai Uski Raat Ka Baqi Khumar ThaMuj Ko Pla Ke Wo Bara Masroor Tha Hoa Mai Ne Bi Jam Le Lia Muje Aetbar Tha
Mohabbat Main Aur Kitni Zillat Dikhana Chahte Ho Ghar Se Tu Niklwa Diya Ab Kya Watan Churwana Chahte Ho
Dil Ki Baaton Main Na Aaya Ke jiye Yun Hamain Na Aazmaya Ke Jiye Ham Ko Lagta Hai Shab-e Hijran Se Dar Chor Kar Ham Ko Na Jaya Ke Jiye
Kama Ke Jo Bhi Lata Hai Wo Ghar Pey Waar Deta Hai Karaye Daar Ko Ghar Ka Karaya Maar Deta Hai
Aankhon Main Hai Ajab Saroor Teri Hai Qayamat Tere Chehray Ki Kashish
Dard ki dil pe hukomat thi kahan that us waqt jab muje teri zaroora thi kahan tha us waqtMout ke sukh main chala aya muje dekhne ko Zinda rehne ki museebat thi kahan tha us waqt
Kuch To Majboriyan Rahi Hon Gi Yun Koi Be Wafa Nahi Hota
Jis Ko Tufan Se Uljane Ki Aadat Ho Mohsin Aesi Kashti Ko Smandar Bi Dua Deta Hai
Terei Tarah Tera Gham B Hmain Maat De Gya Aankhian Tu Dhanp Li Mgar Aansoo Na Chup Sake
Tera Gham Kisi Ki Jaan Par Ban Gaya Hai Tera Zulm Batata Hai Ke Tu Jalad Ban Gaya Hai
Jisay Barish Ke Pani Mein Baha Kar Muskrate Thay Muje Kaghiz Ki Wo Kashti Zara Phir Se Bana Dena
Showing 808 of 2193