The poem
Read it in Urdu script-
Tasalsal Tha Bay Khudi Ka Ya Subah Ka Ghubar Tha Aankhon Mai Uski Raat Ka Baqi Khumar Tha
-
Muj Ko Pla Ke Wo Bara Masroor Tha Hoa Mai Ne Bi Jam Le Lia Muje Aetbar Tha
-
Mil K Bi Doston Se Bhola Na Wo Muje Chehre Pe Thi Chmak Wo Mgar Be Qarar Tha
-
Wo Chor Kar Bulandion Ko Pasti Mai Chal Para Mai Us Ka Hath Chor Deta Muje Ikhtiyar Tha
-
Apni Wafa Ka Izhar Use Ne Muj Se Yun Kia Ruksat Hoa Tu Tab Bi Wo Mera Talabgar Tha
Submitted by Shabeeb Hashmi


