2205 poems
Ik Aur Darya Ka Saamna Tha Munir Mujh Ko Main Aik Darya Ke Par Utra To Main Ne Dekha
Ham Jaan Fida Karte, Gar Waada Wafa Hota Marna Hi Muqadar Tha, Wo Aate Tu Kya Hota
Ham Dono Ka Dukh Tha Aik Jesa Ihsaas Lekin Juda Juda Tha
Baska Dushwaar Hai Har Kaam Ka Aasan Hona Aadmi Ko Bhi Mayassar Nahi Ansan HonaGiryaa Chahay Hai Kharabi Maray Kashany Ki Dur O Deewar Se Tpke Hai Byaban Hona
Khuda Ko Kaam To Sonpay Hain Main Ne Sab Lekin Rahy Hai Khof Mujhe Waan Ki Be Niazi Ka
Ab Meri Koi Zindagi Hi Nahi Ab Bhi Tum Meri Zindagi Ho Kya
Qudart Ne Yazeed Ki Hasrat Khak Main Mila Dali Shimar Ke Waar Se Husain Ko Amrat Pila Dali
Ye Zindagi Bhi Ajab Rang Dikha Deti Hai Kabi Falak Tu Kabhi Zameen Par Gira Deti Hai
Wo Raste, Un Se Ulfat, Wo Dar Chor Dete Hain Keh Khurd Raas Un Ki Ye Chahat Nahi Mujh Ko
Hasratein Chor Aya Hun, Woh Rishtay Chor Aya Hun Ab Khud Se Aage Koi Bhi Hasrat Nahi Mujh Ko
Auron Se Kis Baat Ka Gila Karun Aakhir Keh Muyasir Khud Ki Bhi Nahi Suhbat Mujh Ko
Meri Zeesat Ko Nikharne Ka Tu Sama'n Ban Ja Meri Aankhon Se Utar Ja, Nam-e Mazgaan Ban Ja
Arsa Howa K Tujh Se Pyar Howa Tujhe Pehchany Hoye Kuch Pal Guzry
Ye To Kaho Kabhi Ishq Kiya Hai, Jag Main Hoye Ho Ruswaa Kabhi Us Ke Siwa Ham Kuch Bhi Na Pochen, Baaqi Baat Fazool Mian
Qatal Bi Yaar Thay Mere Maqtol Bi Aziz Wasif Mai Apne Aap Mai Nadam Bara Hoa
Zulm Ke Hote Aman Kahan Mumkin Yaaro Isay Mita Kar Jag Mein Aman Bahaal Karo
Jaanta Hai Ke Wo Na Aayen Gey Phir Bhi Masroof-e Intezaar Hai Dil
Tu Apni Sheessha Gari Ka Hunar Na Kar Zaya Main Aaina Hun Mujhe Totne Ki Aadat Hai
Sab Sitam, Sab Jafayeen Bhula Di Mein Ny Un Ke Be Wafai Ki Khud Ko Saza Di Mein NyIs Gaon Ke Musafir Tum Ny Dekhi Hai Woh Soorat Jis Pay Apni Zindagi Luta Di Mein Ny
Utaar Ke Libaada Safeedi Ka Main Bhi Apni Burayan Ayaan Karna Chahta Hun
Showing 728 of 2193