The ghazal
Read it in Urdu script-
Sab Sitam, Sab Jafayeen Bhula Di Mein Ny Un Ke Be Wafai Ki Khud Ko Saza Di Mein Ny
-
Is Gaon Ke Musafir Tum Ny Dekhi Hai Woh Soorat Jis Pay Apni Zindagi Luta Di Mein Ny
-
Apne Zakhamo Ko Baarha Kureda Hai Khud Apne Dard Ko Yun Dawa Di Mein Ny
-
Dam Labon Pay Jab Aa Ke Thehra Aamir Un Ki Tasweer Pay Nazrain Jama Di Mein Ny
Submitted by Aamir Imtiaz Aamir


