2205 poems
Aik Muddat Se Tri Yaad Bhi Aayi Nah Hamein Aur Hum Bhool Gaye Hon Tujhe Aisa Bhi Nahi
Maan Ki Aik Dua Zindagi Dey Gi Khud Roye Gi Tumhain Hansa Dey Gi Kabhi Bhol Kar Bhi Maan Ko Na Rulana Ik Choti Si Ghalti Pora Arsh Hila Dey Gi
Chandon Se Kyi Masjidain Tameer Hon Gayi Kacha Makan Ghareeb Ka Pakka Na Ho Saka
Ghatti Barhti Roshniyon Ne Mujhe Samjha Nahi Main Kisi Pathar Kisi Dewaar Ka Saya Nahi
Agar Meri Ibadat Ho Dozakh Ke Dar Se To Dozakh Mein Mujh Ko Jala Dena Ya RabAgar Meri Ibadat Ho Jannat Ki Khatir To Jannat Se Mahroom Kar Dena Ya Rab
Cherr Dekho Meri Maiyat Pay Jo Aaye To Kaha Tum Wafadaron Mein Ho Ya Mein Wafadaron Mein Hon
Kyu Pochta hai mujhse yeh an gina't sawal Jab bhi aata hai mere dil mein yu Tera KhayalKyu kar gya muntazir, kiya jina mera muhaal Jab bhi aata hai mere dil mein yu Tera Khayal
Mujhe Apne Roop Ki Dhoop Do Ke Chamak Saken Marey Khhaal O Khad Mujhe Apne Rang Mein Rang Do Meray Saaray Rang Utaar Do
Tarq-e Ta'aluqaat Ka Ye Hi Sabab Bana Ham Us Ki Khawhishat Ko Pora Na Kar Saky
Chiraghon Ke Badle Makan Jal Rahe Hain Naya Hai Zamana Nayi Roshni Hai
Meri Aankhon Mein Ansoo Pighalta Raha, Chaand Jalta Raha Teri Yaado Ka Sooraj Nikalta Raha, Chaand Jalta RahaKoi Bistar Pay Shabnam Lapete Hue Khawab Dekha Kya Koi Yaado Mein Karvat Badalta Raha, Chaand Jalta Raha
Ab to Khawhish Hai Ye Ke Saza Wo Milay Roye Jaon To Chup Na Krayae Koi
Maan Tab Hi Roti Thi Jab Beta Khana Nahi Khata Tha Maan Aaj Bhi Roti Hai Jab Beta Khana Nahi Deta
Koi Yeh Kaisay Bataye Ke Wo Tanha Kyun Hai Woh Jo Apna Tha Wohi Aur Kisi Ka Kyun HaiYahi Duniya Hai To Phir Aisi Yeh Duniya Kyun Hai Yahi Hota Hai To Aakhir Yahi Hota Kyun Hai
Ye Maktab Ka Parha Sab Hi Bhula Deti Hai Zindagi Apne Sabaq Khud Hi Sakha Deti Hai
Aa Dekh Tere Pyar Main Kha Kha Ke Thokrein Itna Sambhal Gya Hon Ke Dunya Sambhal Lon
Wo To Soraj Ne Meharbani Ki Din Bhala Mujh Se Kab Guzarta Tha
Aaj Thi Zaroorat Kisi Yaar Ki Kisi Apne Kisi Gham Khaar KiKis Tarap Mein Bahe Ansoo Kami Thi Shayad Pyar Ki
Zara Si Choat Lagey, To Woh Ansoo Baha Deti Hai Apni Sukoon Bhari Goad Mein Sula Deti HaiKarte Hain Khafa Hum Jab To Chuttki Mein Bhula Deti Hai Hotay Hain Khafa Hum Jab, To Duniya Ko Bhula Deti Hai
Yeh Tujh Pe Munhassir Hai Ke Kis Baat Per Biggar Jana Warna Talkhiyo Se Bhi Aaj Dil Tota Nahi Kartey
Showing 568 of 2193