2205 poems
Mohabat Ka Tum Se Asar Kya Kahun Nazar Mil Gayi Dil Dharkne Laga
Mein Jis Sakoon Se Betha Hun Is Kinare Par Sakoon Se Lagta Hai Mera Qayaam Aakhri Hai
Kabhi Tu Palten Gey Din Kabi Tu Hamari Baat Ho Gi Abhi Tu Hain Gumnam, Kabhi Tu Roshan Hamari Zaat Ho GiNahi Aata Saamne Khul Kar Koi Qatal Yahan Ghor Kar Agar Tu Har Qadam Pe Ghaat Ho Gi
Wo Khawabon Ki Tarah Sacha Bohat Tha Ye Dhoka Tha Magar Acha Bohat Tha Wo Mera Hai Ghalat Fahmi Thi Mujh Ko Magar Sach Hai Main Us Ka Bohat Tha
Ho Ga Tera Bhi Har Kisi Ke Lab Pe Naam Aamir Maamla Ye Ho Ga, Qabar Ki Jab Pehli Raat Ho Gi
Kuch Baat Hai Ke Aaj Khayal E Yaar Aya Aik Bar Na Hi Balky Bar Bar AyaBhol Chuka Tha Sab Chotain Dil Ki Ye Kia Ke Phir Wo Zakhm Figar Aya
Us Ko Bhi Yaad Karne Ki Fursat Na Thi Mujhe Masroof Tha Mein Kuch Bhi Na Karne Ke Ba-Wajod
Tehreer Se Warna Meri Kya Ho Nahi Sakta Ik Tu Hai Jo Lafzon Mein Ada Ho Nahi Sakta
Wo Kuch Is Tarah Mujhe Saza Deta Hai Har Baar Milne Ki Tareekh Barha Deta Hai
Wo Thay Na Mujh Se Dor Na Mein Un Se Dor Tha Aata Na Tha Nazar Tu Nazar Ka Qasoor Tha
Shab-e Farqat Mein Milan Ke Tarane Ga Raha Hun Main Milan Ke Betaab Na Ho, Dil Ko Samjha Raha Hun Main
Ye Mere Ishq Ki Majborian Maaz Allah Tumhara Raaz Tumhi Se Chupa Raha Hun Mein
Bhatke Hoyon Ko Sedha Rasta Dikhaane Wala Hai Tu Karam Se Apny Gunahon Se Bachane Wala Hai TuFaqat Tujh Pe Hi Bharosa Hai Mola Har Dukh Mein Kaam Aane Wala Hai Tu
Wo Jo Kehta Tha Kuch Nahi Hota Ab Wo Rota Hai Chup Nahi Hota
Bohat Pehle Se Un Qadmon Ki Aahat Jnan Lete Hain Tuje Aey Zindagi Door Se Pehchan Lete HainMeri Nazrein Bhi Aesay Qatlon Ka Jan-O Aeman Hain Nigahen Miltay Hi Jo Jaan Or Aemna Lete Hain
Shabab-e Rafta Ke Qadam Ki Chaap Sun Raha Hun Main Nadeem Ehad Shoq Ki Sunaye Ja Kahanian
Mere Hath Ki Lakeer Juda Hai Tujh Se Khair Tum Mere Ho, Lakeer Jesi Bhi Hai
Kuch Nahi Kar-E Falak Hadsa Pashi Ke Siwa Falsifa Kuch Nahi Alfaz Tirashi Ke Siwa
Ayi Jab Un Ki Yaad Tu Aati Chali Gayi Har Naqsh Ma-Siwa Mitati Chali Gayi
Mere Wajood Mein Basa Wo Gulistan Yaad Aata Hai Us Ki Matti Ki Khsubu, Wo Raigistaan Yaad Aata Hai
Showing 1168 of 2193