2205 poems
Wo Mujh Se Apna Pata Pochne Ko Aa Nikle Keh Jin Se Mein Ne Khud Apna Suragh Paya Tha
Tujhe Paane Ki Koshish Mein Kuch Itna Kho Chuka Hun Mein Ke Tu Mil Bhi Agar Jaye Tu Ab Milne Ka Gham Ho Ga
Jinhain Ham Zehar Lagte Hain Hmain Wo Kha Ke Mar Jayen
Jis Aankh Ne Dekha Tujhe Us Aankh Ko Dekhon Hai Is Ke Siwa Kya Tere Dedaar Ki Soorat
Tu Ne Kaha Na Tha Ke Main Kashti Peh Bhoj Hun Aankhon Ko Ab Na Dhaanp Mujhe Dobte Bhi Dekh
Chaandni Chaand Ki Ban Raat Bhar Tera Khayal Raha Ho Ga Kahan Shab-e Gham, Dil Main Ye Sawal RahaKabhi Yaad Kya Wafa Ko Teri, Kabhi Ayi Jafa Yaad Rahi Kashmaksh Yehi, Yehi Raat Bhar Haal Raha
Yaar Hote Tu Mujhe Munh Par Bura Keh Dete Bazam Mein Mera Gila Sab Ne Kiya Mere Baad
Mujh Se Behtar Ki Tamnna Usay le Dobey Gi Kya Bura Hai Jo Wo Mujh Per Qanayat Kar Le
Ab Na Ayen Gey Rothne Wale Deeda Ashk Baar Ab Chup Ho Ja
Chalo Rakhte Hain Wafa Unwan-e Guftgu Phir Dekhre Hain Mehfil Mein Rehta Hai Kon Kon
Aamier Wo Ayen Na Ayen Ye Baat Dosri Tasveer Kafi Hai Tasawur Kafi Hai
Sirf Itny Ke Liye Aankhen Hamain Bakshi Gayi Dekhiye Dunya Ke Manzar Aur Beh Ibrat Dekhye
bad-guman to na ho ay humnawa fasloun ka ehatmam to na krkuch ehsas mere naam kar meri batoun ko na samjh harf-e-akhirmain majboor sahi, lachar houn akhir
Aany Ki Khsuhi Hai Alag, Jany Ka Gham Alag Kisi Ki Khsuhi Zaat Meri, Kis Pe Sitam AlagDekh Ke Veraani Meri Roye Jahan Sara Apna Jisay Samjha, Karta Hai Tabassam Alag
Dil Mein Kisi Ke Rah Kiye Ja Raha Hun Main Kitna Haseen Gunah Kiye Ja Raha Hun Main
Usi Muqaam Pe Kal Mujh Ko Dekh Kar Tanha Bohat Udas Hoye Phool Bechny Waale
Mil Gaya Ho Ga Koi Ghazab Ka Hamdard Warna Mera Yaar Badalne Wala Tu Nahi Tha
Mar Jayen Gey Tu Kisi K Lab Pe Naam Ho Ga Matam Ho Ga Kahen, Kahen Shehnaiyon Ka Ihtimam Ho Ga
Rang Badla Yaar Ne Wo Pyar Ki Baatain Gayen Wo Mulaqaten Gayen Wo Chandni Raatain Gayen
Tum Na Hanste Tu Na Hansta Zamana Mujh Per Hosla Tum Ne Barhaya Hai Tamshai Ka
Showing 1148 of 2193