The ghazal
Read it in Urdu script-
Aany Ki Khsuhi Hai Alag, Jany Ka Gham Alag Kisi Ki Khsuhi Zaat Meri, Kis Pe Sitam Alag
-
Dekh Ke Veraani Meri Roye Jahan Sara Apna Jisay Samjha, Karta Hai Tabassam Alag
-
Larta Hun Main Zamane Se Us Ke Naam Us Ke Dil Mein Hai Abhi Waham Alag
-
Aamir Mein Hun Yahan, Dil Hai Wahan Roh Hai Alag Meri, Hai Jisam Alag
Submitted by Aamir Imtiaz Aamir


