The ghazal
Read it in Urdu script-
Chaandni Chaand Ki Ban Raat Bhar Tera Khayal Raha Ho Ga Kahan Shab-e Gham, Dil Main Ye Sawal Raha
-
Kabhi Yaad Kya Wafa Ko Teri, Kabhi Ayi Jafa Yaad Rahi Kashmaksh Yehi, Yehi Raat Bhar Haal Raha
-
Hoye Thay Jis Ke Qaidi, Kabhi Waqt Fursat Saamne Nazar Ke, Teri Zulfon Ka Jaal Raha
-
Aaya Waqt Yaad Apna, Ban Ban Ke Dard Aamir Jab Tha Pass Hamare, Jab Wasal Raha
Submitted by Aamir Imtiaz Aamir


