2205 poems
Ban Gaya Wo Dil Se Mera Aamir Muhabbat Ki Har Ik Rasam Usne Ada Ki
Us Ke Anay Se Eid Hui Chaand Chehra Dikhaane Se Eid HuiJis Ko Chorra Tha Kabhi Mein Naay Us Ke Naz Uthany Se Eid Hui
Zindagi Jabr-E Musalsal Ki Tarah Kaati Hai Jane Kis Jurm Ki Payi Hai Saza Yaad Nahi
Har Moman Ka Rakhwala Hamara Watan Umat Ka Hai Sahara Payara WatanNa Tha Umat Ka Hamdard Koi Dey Ke Quwat Rab Ney Ubhara Watan
Mujh Ko Tu Hosh Nahi Tum Ko Khabar Ho Shayad Log Kehty Hain Keh Tum Ne Mujhe Barbad Kia
Mohabat Mein Ik Aesa Waqt Bhi Dil Par Guzarta Hai Ke Aanso Khusk Ho Jate Hain Tughiani Nahi Jaati
Main Bila-Waja Hi Rootha Tha Mosmon Se Halan-keh Jo Gulaab Lagaye Thay Wo Bay Mosmi Thay
Raqeebon Ne Rapat Likhwai Hai Ja Ja Ke Thaane Main Keh Akbar Naam Leta Hai Khuda Ka Is Zamane Main
Apni Jagah Na Thehrta Tha. Dil Sheshy Main Band Kar Liya Main Ne
Bas Aik Mor Meri Zindagi Main Aya Tha Phir Us Ke Baad Uljati Gayi Kahani Meri
Ik Umer Se Fareb-e Safar Kha Rahay Hain Ham Ma'aloom Hi Nahi Kidhr Ja Rahe Hain Ham
Mohabbat Agar Lafzi Hai Ya Naqal Hai Aesa Mat Kejiye, Nafsiati Qatal HaiQudar Ho Tu Us Ka Aik Hal Hai Krein Na Krein Woh Aik Naik Amal Hai
Aik Maqam De Rakha Hai Tere Naam Ko Log Baat Manwaa Lete Hain Tera Zikar Kar Ke
Jane Kun Dbai Ja Rahi Hai Kashmir Ki Awaaz Main Pochta Hun Kahan Uthai Ja Rahi Hai Kashmir Ki AwaazTaraq, Ayubi Aur Qasam Ko Yaad Karo Ham Se Kyun Bhulai Ja Rahi Hai Kashmir Ki Awaaz
Gham-e Zamana Ne Majboor Kar Diya Warna Yeh Arzoo Thi Ke Bas Teri Aarzoo Karte
Teri Baatain Hi Sunane Aye Dost Bhi Dil Hi Dukhane AyePhol Khilte Hain Tu Ham Sochte Hain Tere Aane Ke Zamane Aye
Us Ki Aankhon Ko Kabi Ghor Se Dekha Hai Faraz Sony Walon Ki Tarah Jagne Walon Jesi
Yeh Zakham Sarmaya Hain Mera Is Ki Yaad Bohat Muatbar Hai
Wo Pagal Si Larki Aur Aawara Raaston Ki Junbish Saaf Bata Rahi Thi Ke Udaasiyon Ka Dor Hai
Qalam Ne Qalam Band Kar Diye Alfaaz-e Zehniat Kitab Ik Bhi Na Biki Qalam Daan Ki
Showing 768 of 2193