Mohabbat Agar Lafzi Hai

mohabar agar ghalti hai

Mohabbat Agar Lafzi Hai Ya Naqal Hai
Aesa Mat Kejiye, Nafsiati Qatal Hai
Qudar Ho Tu Us Ka Aik Hal Hai
Krein Na Krein Woh Aik Naik Amal Hai
Ibadaton Main Aik Ibadat Nafal Hai
Nikah Hi Hasal Karne Ki Wo Shakal Hai
Insan Ka Insan Se Yehi Tu Adal Hai
Sachay Jazbaat Ka Yehi Aik Naem-ul Badal Hai
Tu Phir Koi Aadat Majboran Nasal Hai
Kahen, Kahny Ko Tu Ye La Hasal Hai
Gar Ietraf Dom Par Ayen Tu Hasal Hai
Sab Ye Pagal Pan Hai, Ya Aqal Hai
Kar Guzrein, Chahy Karne Ko Asal Hai
Jin Ko Ho Jaye Un Ke Liye Ajal Hai
Phir Chaar Banday Aur Mulaan Bulaen Fazal Hai
Warna Sari Zindagi Ke Liey Dimaghi Khalal Hai
Sahab Ye Mere Jazbaat Hain Na Ke Ghazal Hai
Mohabbat Agar Lafzi Hai Ya Naqal Hai
Aesa Mat Kejiye, Nafsiati Qatal Hai

Subscribe
Notify of
guest
0 Comments
Inline Feedbacks
View all comments