Woh muskura ke miley bhi to kon daikhta hai?

mohsin naqvi poetry ghazal

Hajhoom shehar se hatt kar, hudood shehar ke baad
Woh muskura ke miley bhi to kon daikhta hai?

Jis aankh mein koi chehra nah koi aks talab
Woh aankh jal ke bujhe bhi to kon daikhta hai?

Hajhoom dard mein kya muskraye ke yahan
Khizaa mein phool khulay bhi to kon daikhta hai?

Miley baghair jo mujh se bhichar gaya mohsin
Woh rastay mein ruke bhi to kon daikhta hai ?

Subscribe
Notify of
guest
0 Comments
Inline Feedbacks
View all comments